Trading k dauran profit ki jld bazi na kren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k dauran profit ki jld bazi na kren
    Slam dosto kaisy hn sb. Friends me ap sb ko 1 mashwra dn ga k jb b trade lgaien tu profit ki jld bazi na kren. Specially jb Friday ata hy tu hmari koshish hoti hy k poora week guzr gya ab thory profit py trade close krty hn. Yqeen kren ye mery sath ho chuka hy last week me ny thora sa profit ly kr trade close kr di aur aj jb market open tu aj k rin me wohi trade mjy 100 usd aur profit dy skti thi lr me jldi kr gya. Is lye yei kahun ga k sbr sy kam len ni tu meri trha pachhtao gy.
    ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Hmesha jaldi kam shetan ka hota ha yad rkhen ham br br ye kehty rehty hen k forex m patience ko important do keun k JB hnen lrofip Ana start hota ha to ham trade close kr dety hen.jb k agr ham sbar k sath apni trade ko chlny den to hmen bht achi earning hoskti ha plz trade lagany k bad wait kren aur trade ko chlny den close krny m jald bazi na kren.
    • #3 Collapse

      G ha ap ne jo juch bhi kaha ap ne sahi bht se trader asy hain jo trading ke dora bht jald bazi krty hain .kabhi trade ko jaldi close kr dety hain kabhi over trading krty hain .halan kay jb bhi trading kro soch samjh kr krni chaye taky loss se bach sakin .trader ko sabar se kam lana chaye k jald bazi sirf or sirf nuksaan dati ha .
      • #4 Collapse

        Asslam o alaikom g bilkol sahi bat ki hai ap ne trading ke doran trader ke ander paissions or bardasht hona bohat zarori hai aksar hum aisi galti kar jatay hai jis ke bad hamay pashtana parta hai so hamay thora sabar ke sath kam karna chahiye trading kartay ho achi tarha analysis kar lena chahiye ta ke hamay profit ziada se ziada or loss kam se kam ho
        • #5 Collapse

          Re: Trading k dauran profit ki jld bazi na kren

          G dear apki bat belkul thek he kabi b trade bagher sochy samjhy cut na karen bul k hamesha soch bichar kar k trade cancel karen .hamesha trade k trend ko follow katry huay trade lagain ya cancel karen.agr trade profit mn ja rahe he to uska trend sath sath chek karty rhen agr trade trend ko follow kr rahe he to thek he leken jesay hen trend ko torey to pher trade cut kar dain
          • #6 Collapse

            Re: Trading k dauran profit ki jld bazi na kren

            forex aik unique business hain hum is mai kam kar ky pasia kama sakty hain hamy is mai kabe be jald baze mai kam nahi karna chahey q ky hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi ho ga q ky jalde baze he hamara munafa kama dety hain forex mai hamy mahnet sy kam karna chahey forex ko hum apna life time career be bana sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Trading k dauran profit ki jld bazi na kren

              I think take profit use krna chahye jitna lge keh profit ho skta hai ya kafi ho ga utna set KR Dena bar bar dekhne se bhi aisa ho jata hai keh juldi close KR den aur agr loss mein chli jati to loss ho skta thanks pachtana nai chahye Jo ho gya ho gya I think
              • #8 Collapse

                Re: Trading k dauran profit ki jld bazi na kren

                hamy kabe be jalde mai kam nahi karna chahey hamy ahesta ahesta kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kese be office mai jany ke zarorat nahi hote hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading k dauran profit ki jld bazi na kren

                  hamy kabe be jald baze mai kam nahi karna chahey hamy mahnet sy or lagan sy forex mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha busienss hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik international ir kabe be ban na hony wala business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading k dauran profit ki jld bazi na kren

                    hamy aik time tabe bana kar kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum pasia kama saky gy forex aik wasee busines hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time tabe bana kar kam kar sakty hain forex aik wasee business hain hamy analysis ko use kar indicators ko use kar ky kam karna ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading k dauran profit ki jld bazi na kren

                      Good Afternoon Friend
                      Ham ko is main trading kee dauran ajald bazi nahi karna cahhye aur ham ko is main sabr se kam karna cahhye jsi se apko faida ho skata hain ham kos is main wairt kar kee hi kam karna cahhye jis se aapko faida ho skata hain uar pa is main se earning kar skate hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading k dauran profit ki jld bazi na kren

                        g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai hamein chahye hai ke ham as main Trading k dauran profit ki jald bazi na karna chahye agar ham as main Trading k dauran profit ki jald bazy karen ge tu ham as main kamyab nahi hpo sake ge as liy hamein chahye hai ke ham as main Trading k dauran kabhi bhi kisi bhi hall main jaldi bazy nahi karna chahye tu hi ham as main se earning kar sake ge
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading k dauran profit ki jld bazi na kren

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: 0702sajid پيغام ديکھيے
                          Slam dosto kaisy hn sb. Friends me ap sb ko 1 mashwra dn ga k jb b trade lgaien tu profit ki jld bazi na kren. Specially jb Friday ata hy tu hmari koshish hoti hy k poora week guzr gya ab thory profit py trade close krty hn. Yqeen kren ye mery sath ho chuka hy last week me ny thora sa profit ly kr trade close kr di aur aj jb market open tu aj k rin me wohi trade mjy 100 usd aur profit dy skti thi lr me jldi kr gya. Is lye yei kahun ga k sbr sy kam len ni tu meri trha pachhtao gy.
                          Assalam walekum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai Forex trading business mein jo log jaldbaji se kam karte hain vah jyadatar loss Ka Shikar hi hote hain Forex trading Ek Aisa business hai ismein itna time Diya Jaega utna Achcha earning Hasil ho jaega
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading k dauran profit ki jld bazi na kren

                            walaikum slam dear app ki bat thek hai forex man jaldi proft main trade close karna bhi ap k lea nuksan day sabit hota hai kyon k jab ap aik trade ko thora sa profit lay kar close kar daity hain tu uss k bad ju dosri tarde lgaty hai tu uska ap ko kuch confirm pata nahi hota k yeh profit main jay ge ya loss main jay gee jiss say ap ko dosri main ager nuksan ho gea tu pehli wali ka profit bhi jata rehta hai iss lea aik trade main pora profit lay kar close karain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading k dauran profit ki jld bazi na kren

                              dear forex members me ap ko batana chahta hon k trading k dauran jab ap trad karein to tahamul aur saber se kam len warna ap ko kam profit hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X