Members aksar trader esy hein jin ko ye bhi malom ni hy k spread kiya hy to mein ap ko spread k bary mein btana chahta hon.
To spread ek khass qeemat hy jo pips per mushtamil hy company ki traf sy jo pair diya jata hy un ki qeemton mein differences hoty hein is liye un qeemton ko ask aur bid ka name diya jata hy aur jo difrence bhi ask aur bid price k andar hota hy usy spread kehty hein for example gold agar ask price hy 1100.00 aur bid price hy 1160.00 to is price mein 60 pips ka fark hy ye 60 pips ka difrence spread kehlata hy asan alfaz mein byan karny k liye price k difrence ko spread kaha jata hy kiyon k ek markit pair 2 currencys per mushtamil hota hy is liye price bhi 2 hoty hein ye bat aksar trader ko malom ni hy to ye basics mein shamil hy.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим