leverage...kya hota hai..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    leverage...kya hota hai..
    bhai koi mujhe ye bata sakta hain ke ye leverage kya hota hain aur mein iska forex trading mein kese istamaal mein lun aur minimum basic detail lami mujhe dijyega take mujhe sahi se samajh mein to aye thank you...
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear leverage borker ke taraf say aik kisam ka udhaar hota hai kay kitna aapko udhaar mil sakta hai. Maslan aapki leverage agar zaida ha to aap choty account capital say zaida currency khareed sakty hain jiska aapko profit zaida hoga. Magar leverage ka istemaal daikh kar karna chahey kun kay jis ratio ma apko faida hota ha usi tarha say apko nuqsaan bhe hota hai.
    • #3 Collapse

      Dear forex forum fellows ye leverage jo hum select krty hain trading k liy for example 1:50 tu es ja mtlb hy k agar hamary pass eik dollar ho tu hum us k sath 50 dollar ka business kr sakty hain es liy forex market mein hum kum balance sy bhe trading start kr sakty hain aur profit and loss bhe hum logo ko esi ratio sy hota hy
      • #4 Collapse

        Bhai leverage humain trader ki terf se yeh opportunity deta hey keh hum apni less amount se ziada amount ki trading ker sakty hain leken hamara account bonus account hota hey isley humain leverage ki fix limit 1:50 mili hey. Jaisa keh hum leverage se ziada amount ki trading ker sakty hain isi terhan ager hamari trade loss main jaey to loss bhi humain usi hisab se hota hey.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          thanks freinds...............
           

          اب آن لائن

          Working...
          X