One day k leye trade laga kar closed kar daina

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    One day k leye trade laga kar closed kar daina
    Day trading ya daily based trading mai trade laga kar hum trade taab he closed karte hai k jab ya tu ye humare point ko achieve kare ya loss mai na ho aksar jab trade loss mai ho aor stop loss say be price door ho tu ziayad tar log esko mazeed days k leye hold rakte hai aor rakna be chaheye es mai koi jaldbaze nahe karne chaheye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trade karte waqt hum ne agar stop loss aur take ayr profit lgaye ho tou humain trade k apne privous point tak jane ka wait karna cahiay kisi kusam.ki jald bazi nai karni cahiay us k liay cahaiy humain wait hi kiu na karna pare ap ko wait karna cahiay k ap k trade usi din closs hoti hay ya ap ko next day ya kuch din mazid tak wait karna parta hay yehi ap k liay best hay k ap.wait kare khudse trade closs nai karein
    • #3 Collapse

      Aap ki koshish honi chahyea kay jo trade aap open kartay hain uss ko ussi din mein hi close kar dain lakin loss mein nahin balkay agar woh aap ko thora bui profit deti hai tou uss trade ko close kar dain agalay din tak na janay dain
      • #4 Collapse

        Day trading jtni faida mend ha utni nuqsan deh bhi hoti ha q k akser ye hota ha k market itni movement ni krti aur trade next day pe chali jati ha tu jo log day trading krty ha jb un ka target achieve ni hota tu wo preshan ho jaty ha aur target k chkrn mein mazeed trads lga daity ha aur mazeed nuqsan kr bethty ha
        • #5 Collapse

          G aap ki bat sahi hy. jab hum trade lgaty hain to hamen thora profit hota hy to hum trade close kr dety hain. market ka analysis ka acha ilm ho or patience sy trading kren to achi earning kr skty hain.
          • #6 Collapse

            Brother trading mein jald baziii to karniii hi nai chahiye forex trading mein wo traders zyada tar loss karty hain q k jald baziii mein wo trades open karty hain aor jald baziii mein hi usy close karny ki koshish karty hain is waja sy hi loss ka samna karna parta hay... Forex trading mein agar ap ki trade stop loss sy fasly par hay to kabhe bhe trade ko close nai karna chahiye sabar karnay waly hi forex trading mein kamyabi hasil karty hain
            • #7 Collapse

              Dear members aap ki advise darost ha Forex trading men day trading ko loss par close nahen karna chahiay Tahum yeh zehn men rahey keh din ke aakher men agar trade bahut kam profit men bhi ho to close kar deni chahiay
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaibjan پيغام ديکھيے
                Day trading ya daily based trading mai trade laga kar hum trade taab he closed karte hai k jab ya tu ye humare point ko achieve kare ya loss mai na ho aksar jab trade loss mai ho aor stop loss say be price door ho tu ziayad tar log esko mazeed days k leye hold rakte hai aor rakna be chaheye es mai koi jaldbaze nahe karne chaheye
                Assalamualaikum G bhai mere ghar mein daily basis bhi nahi bol ke aap ko sirf Forex news ke baad Chale Aate Nahi Chahiye Wo Ab circuit analysis Karenge ki market ki kya sochte haal hai aur aapne kab straight ko band karna hai agar aap market Jyada up down ho rahi hai to aap ko chahiye kya aap thoda wait kare aur jaldi trade band Na Kare
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  jald baazi ka faida nahe hay agar aap best trade kartay ho best analysis se tou jo easily aap ko target milta hay usko achieve karnay mei aap ko wait karna chaiye trust hona chaiye apnay confidence pe kay aap ne best analysis keye hain daily target lena best hay but koi masla nahe kay agar target hit na ho aap one day trade ko hold karain chart pe update letay rahain market ki...

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X