Copy paste in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Dosto forex 1 aisa business hai jis main copy past nahi ho sati agar koi copy past kray ga to us main koi auto software hsi jis say ap ka account ban ho Jay ga aur ap ki mehnat ziya ho gi wesay meray sath aisa ho cuka hsi lakin main ay kuch post aisi daikhin hain Jo k copy ki hui hsin wo kesay hota hsi mujh sa 1 mistake hui to poray month ki mehnat ziya ho gei.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      For explain working karne ke liye aapko yahan par itna Jyada posting ke time par copy paste apne aap ko saaf Rakhe kuch nahi achha hai agar aap Yahan Par copy and paste system ke Saad working Karenge to Aap Yahan Se Apna kabhi bhi kisi bhi time par account ko block karwa sakte hain isliye aap isko use Na Kare isme aap Jyada interest Na Lage Kisi Aur site par are working Karenge to aapko Jyada Dhyaan se capital Mil Jayega aur Rajdhani ke sath kam ho jayega
      • #18 Collapse

        g sahi kaha apnay ager hum chatay hai kay hamain is forum say trading kay liya bonus mil jay to hamain is forum main apni mahnet say achi say achi post ko kerna ho ga.copy past say avoid kerna chaiya.ya new trader kay liya nahi balkay sabhi trader kay liya ha.ager koyi bi user jo kay is forum main copy past ka kam karay ga.wo apnay loss ka kud zemay dar ho ha.is liya apni mahnet say is forum main kam karain.or new user kay liya is forum main achi say achi post karain takay unko trading ko samjnay main madad mil sakay..
        • #19 Collapse

          Dears forex pak.com full nigrani main hai es liy post karty hoy kabi b copy past na karain kuky esa karny sy app ka account block ho jay ga our saro mehnt zaia ho jay ge es liy hmasha apni kud ka knowlge estmal karty hovy apni khud ki post karain
          • #20 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: nadeem401 پيغام ديکھيے
            Assalam alaikum bhai forex ak aisa business hai jis main agr ham kuch bhe copy paste krta han tu forex main aisa software mojud han jo foran pta chala leta han aur us ka hamain bahut bra lose hota hai ka hamara account block ho jata hai mera new members ko ya mashwara hai ka kabhe ap copy paste na kran apna khud ka knowledge use kran aur mahnat sa kam kran
            Assalamualaikum Ji Bhai aapne bilkul theek hai agar Hum Par Forex Amber copy paste ke zariye posting Karte Hain Tumhara account block kar diya jata hai aur usko Kabhi Bhi Hum open nahi karwa Sakte qk humke rolls ke mein hai K copy paste allowed nahi hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Copy paste keya he kyun kay kya faida hay aap ka apna time waste forum ka time waste and aap ka account banned hojay ga asi policy hay asi security hardly active ki gai hay forum ne jasay he aap copy paste karogay ye scam hay foran aap ka account band kr diya jay ga bonus bhi cancel hojay ga posts ka maksad aur matlab hay apnay mind se behtreen jo bhi best idea hay wo aap provide karo posts pe...

              اب آن لائن

              Working...
              X