Forex mein mehnat jari rakhni chahya...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein mehnat jari rakhni chahya...
    Assalamualaikum all dear forex member loss aur profit business ka hisa hai ham ko loss bhi ho sakta hai aur profit bhi agr ham ko profit ho jay to bahot achi bat hai but agr KisI wajha sa loss ho jay to ham ko himat NI harni Chahya aur mehnat jari rakhni chahya Shahid hamari apni galti sa loss hua ho to himat NI haran...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Hamen har waqt mehnat ko jari rakhna chahiye aur apne knoweldge aur skill ko ziada se ziada improve kartey rehna chahiye kioun keh yeh aik aisa busness he keh is mein hum jitna ziada update rehtey hein utna hi ziada hum is mein taraqi kartey jatey hein aur aik successful trader aap ban saktey hein
    https://t.me/pump_upp
    • #3 Collapse

      Bhai g dafinatly yeh ti aik fact ha keh agar ap mehnat kreb ga to apko iska ajar zaroor mily ga aur main yeh kahn ga keh agar ap forex main kam kr rahy ho apni mehnat ko jari rakho aur is bat ko zehn main rakhen keh kabhi bhi easy mat lain forex ko yeh aik bht mushkil aur mehnat wala he kam ha. Aur har roz apny experience main new thing search kren aur dostn ko bhi bataen. Thanks
      • #4 Collapse

        Forex a Kaisi Duniya Hai jis mein aap kabhi bhi Kamyab ho sakte hain aur Yeh aapko sirf ek internet aur computer ki Duri pe mil Jaati Hai agar aap ke paas is ka knowledge hai tu aap thoda sa time Dekhe profit Kama sakte hain Jo Kahin aur possible nahi hoga isliye is Ke Sath sath attached Rahi extra money earn kar rahe
        • #5 Collapse

          dear friend forex m mehnt jari rakhni chahiy agr aj los hota h to kal profit zror ho ga mehnt jari rakho hard work r experions hasil krty raho apny ap profit ho ga himat na choro q k hr beznus m profit r los Sath Sath h himat jari rakho ap bs.
          • #6 Collapse

            g nhe bhai mihnat to karni chahye hamen q ke jo pihle minat kia hua hota he us ko adhoora nhe chorna chahye mihnat to wo chor sakta he jo is kam me dil chaspi na leta ho aor inshallah ham to apna mihnat aor purjosh se ye kam karte rahen ge
            • #7 Collapse

              bhut zabardast bat ki hai ap ny k hamain forex forum mien aa ker mehnat jari rakhni chahye or es mien dil khol ker kam kerna chahye ager hum es mien aa ker thori mehnat kerty hien or es ka hamain bhut jald result ni milta hai to bhut sy log es mien aa ker bad dil ho jty hjien or es kam ko chor dety hien mien yeh he kaho k hamain es mien pory lagan sy kam kerna chahye or es mien aa ker apna name kamana chahye or apny halat ko behter bana ker apni family ko support kerna chahye
              • #8 Collapse

                Ji bilkul bht achi baat kahi hy forex ak risky business hy is main profit or loss dono sath sath chaltay hain is lie is main profit k sath sath ager loss bhi ho jaye to is ko chorne ki mat sochain balkay himat pr hoslay k sath agay barhain or apna aim jari rakhain tab hi app successfull hon gay
                • #9 Collapse

                  G forex trading business mein mehnat aur hardwork karain gay tu kaamyaab hun gay kiok mehnat aur hardwork se forex trading business ka knewledge aur experience hasil kar saktay han js se achi trading kar saktay han aur business mein profit aur loss tu hota hi hy agr loss ho tu bhi himaat nhi harni cahaiye balkay aur ziada mehnat karni cahaiye aur forex trading ka aur ziada knewledge hasil karna cahaiye phr aik din profit bhi ho ga
                  • #10 Collapse

                    Brother forex ak bahut acha business hai us main ap jitni zyada mahnat kro ga utna zyada experience aye ga us lya ap ko chaya ka jitna zyada ho saka forex ko time dan forex pai agr ap ko kabhe lose ho jaye tu upset na hon aur apni mahnat jari rakhen agr ap apni mahnat ko jari rakhta han tu forex ap ko bahut fiada deta hai forex pai dil laga kr mahnat kran ya ap ko profit da ga
                    • #11 Collapse

                      bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko apna hard work regularly rakna hoga warna hum ko loss ho sakte ha ager hum apna hard work ko conitinue nhi rakta ha esleya hum ko regularly hard work karna hoga or sath sath ma hum ko greed ko ignore karna hoge............
                      • #12 Collapse

                        Asslam o alaikom g bilkol profit or loss to business ka hisa hai agr ap ko profit hota hai to well & good or agr ap kp loss hota hao to ap ko har mananni chaiye balkay ap ko apni galtiyon se sikhna chahiye or mazeed mehnat karni chahiye ta ke next time ap ko loss ka khatra kam se kam ho or ap ziada se ziada profit bana sakay
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          forex pe loss se ghabrana nahe chaiye mehnat jaari rakhni chaiye business mei profit bhi hota hay aur loss bhi hota hay depend karta hay baaz time traders se ghalti hojati hay ghalat jaga trades laga detay hain jiski wajah se loss hojata hay humey himmat nahe haarni chaiye balkay loss ki wjuhaat dekh leni chaiye phir unko correct karkay further achi planning karkay hum profit ki taraf jatay hain...

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X