loss ko bhi positive hokr lain apne mind me

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ko bhi positive hokr lain apne mind me
    salam all dear users,

    loss ko bhi positive hokr lain apne mind me

    han je dekhen hume agar forex trading me kameyab hona hai to hume chahe k hum forex trading me loss anay par bhi bht zada positive rahe or asa to ho he ni skta hai k koi bhi trader ki 100% kameyab hojaye to zaher hai usko loss bhi a skta hai dosto esi lia hume chahe k hum loss ko bhi sabaq ki tarha lain or us k bad apni mistakes ko khatam karen jinki waja se wo loss aya hoga hume dosto shurkeya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Waisy profit aur loss yeh aik har bussiness ka hissa ha agar ap loss ko apny zehn pa sawar kr lain ga to ap k lia yeh kam krna bht mushkil ho jay ga is lia is loss ko bhi as a experience lain keh apne kia aur kahan ghlti ki ha aur next time ap is pa qaboo pa lo.aur wohi loss phr ap recover kro aur hamesha khud ko motivated rakho q k demoral banda kamyab bht mushkil se hota ha. Thanks
    • #3 Collapse

      Yes brother ap ny thk kahn h k jb kis ko loss ho jata h to wo mayoss ho jata h or kaam krna hi chor deta h ya khushi sy kaam nh krta h...iss trh wo forex business sy door hota jata hh...asal m usy yeh observe krna chaye k wo kon sy mistakes hn jin ki waja sy mujy loss hoa or next us k bary m agah rhy iss trh jb wo loss ko positive sense m ly ga to wo next more conscious or hard work k sath kaam kry ga jis sy us ko profit or knowledge m izafa hota rhy ga...
      • #4 Collapse

        loss ko bhi is mei ap positively se lye apne mind mein agar apk is mein loss hota hai to apko presshan hone ki koi bat nahi hai bilke apna mind is tarah se banaye k apko loss bhi ho to apko faraq na pare
        • #5 Collapse

          Bhai forex ak aisa business hai jis main hamain agr profit hota hai tu sath main lose bhe hota hai us lya hamain kabhe bhe lose ke sorat main prashan nea hona chaya hamain hamasha lose ko positlena chaya ta ka ham forex aga carry kr sakan agr ap lose ko positive nea leta han tu ap mazeed forex pai kam nea kran ga aur agr kam krta bhe han tu ap trading main lose khaye ga us lya agr lose ho bhe jaye tu positive lan
          • #6 Collapse

            bhai forex eik assa business hay jis ko ager goor say sumja jaya to is mian lost to hota he nai hay q k ager lost ki sorat mian ap k accoount wash ho b gaya hay to post kernay ki sorat main ap k pass pher money aa jaya gi bus din ki 25 30 posts karay or pher trade k liya tayar ho jaya . bus ap ko hard hard work hona chaya
            • #7 Collapse

              Asslam o alaikom bikol sahi bat hai agr hamay kamiyab hona hai to is ke liye hamaray mind me positive thinking hona bohat zarori hai agr ap ko loss hota hai to ap ko chahiye ke ap apnay loss ko hi apni strenth banay apni galtion se sikhay ta ke next time ap ko same mistakes reapet na karni paray
              • #8 Collapse

                dosto forex trading aik aisa business hy jis ma ap ko profit k sath sath loss b hota hy or ye loss kb ho jy kuch pta ni hy or kuch trader ki aik trade he mhena mhena chlti rheti hy un sy loss recover ni hota to dosto forex trading ma ap ko jb b loss ho to ap ko os loss ko ly kr emitional ni hona chy bilkay ap ko os loss ko b positive lyna chy or dkhna chy k forex trading ma mjh sy aisi knsi galti hui jis ki wja sy mjy loss hua ap apni os galti ko yd rkhy ignore na kry tak future wo galti phr dbra na ho or agr wo galti ap future ma dbra na kry to ye ap ki bri achivement ho gi es ly gatio ko postivie ly or en ko ignore na kry bilkay en sy skhy
                • #9 Collapse

                  Loss and profit is the part of business aur hamen chahiye keh agar hum loss ho bhi jata hey to hamen apne loss par bhi analysis karne chahiye keh akhir hamen yeh loss q hua hey apne expert se mashwara kar lena chahiye aur phir se apne aap ko imporve karke is market mein enter hona chahiye.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    mistake kartay hain bohat se members loss lenay kay baad phir double loss wohi agar tension na len loss ko positive len kay kis mistake se huwa uss mistake ko nikal len tou bohat best rahay ga mind mei positive len loss ko kay loss mei jo ghalti huwi jis ghalti ki waja se loss huwa again ye ghalti repeat nahe karni then aap achi taraha apni mistake analyze krogay behteri ki taraf aap barhogay...
                    • #11 Collapse

                      Re: loss ko bhi positive hokr lain apne mind me

                      Thek kaha dost ne ke loss ko bhi positive lena chahiye apny mind me agar ham loss ko positive le ge to us loss me jo ham ne mistakes ke ho ge in ko thek kare ge aur next time repeat nahi kare ge bohat se log loss ko negative lete ha aur mehnat karna chor dete ha forex par kaam chor dete ha agar ham loss ko positively lena shuru kar de to ham bohat successful ho jaye ge
                      • #12 Collapse

                        Re: loss ko bhi positive hokr lain apne mind me

                        hamy loss ko be positive ho ky accepct karna chahey forex aik bohat bara business hain hum is mai live or sada urdu mai kam karty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                        • #13 Collapse

                          Re: loss ko bhi positive hokr lain apne mind me

                          Aapki thread bahut hi tasalli aur Hosla Dene Wali Hai. Bahut Sare Aise traders jinko loss ho jata hai aur vah Pareshan ho Jate Hain aur loss Se ghabra Kar bahut Sare log trading Chod Dete Hain UN logo ko yeh dekh na chahi ke Ek bhi shaksh Aisa Nahin Hai Jo Forex Mein loss ke bagair Kamyab Hua Ho is Main Har Kisi Ne loss Kiya Hai Kisi Ne kaam to Kisi Ne Jyada lekin Kamyab wahi hota hai jo loss kam Karen aur profit usko Zyada Aaye Aur profit lene ke liye Hamein isme time aur mehnat karni padti hai invest.
                          • #14 Collapse

                            Re: loss ko bhi positive hokr lain apne mind me

                            g haan dost loss tu Jo ho gaya ho gaya isliye is baat ko mind mein rakhna itna jyada jaroori nahin hai jitna jaruri hai ki humne apna focus aur apna pura power ke sath himmat ke saath phir se apne kaam par to tawAjo karni chahiye kyunki Jo loss hua hai usko recover karne ke liye hamein mehnat aur hard work karna hoga tu Jahan Tak Mera khayal hai dost loss ko mind mein nahi rakhna chahiye her tension se free hokar aapko just mehnat karni chahiye ki dobara se aap acchi earning kar sakta
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss ko bhi positive hokr lain apne mind me

                              g han sir forex hamen trading mein zyada se zyada nahi na Karke aap apna trade kar sakte hain aur aap ek accha trade Karke Jyada Se Jyada profit Hasil kar sakte hain friend Jab Bhi aap apna trade Lagaye to lash ko Hamesha khush Rakhe mind Mein Rakhe aapko Jab trade lagayein Tu Jyada Se Jyada acche tarike se trade Laga Sakte Aur Is Tarah aap ek accha trade Karke Jyada Se Jyada profit Hasil kar sake
                              PAK ARMY ZINDA ABAD

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X