Hedging????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging????
    My dear friends Kaya my ko koi Bhai bta skta ha ky hedging ko istmal krny ky Kaya Kaya fidy ha ager him is ko istaml krty ha to him logo ko Kaya fida ho skta ha ???????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex market main hamain hedging ka pata hona chiay. Hedging tab he ki jati hai.
    Jab market doubt full ho.
    Ya side by side ho is surat main aap hedge kar kay acha profit earn kar saktay hain.
    Laikin aap ko pata hona chiay kay forex market main .
    Hedge tab bhi kia jata hai bonus account per jab hamain hamara account loss main lagay or ham apna insta forex bonus account save karnay kay liay hedge kartay hain.
    • #3 Collapse

      dear freAnd forex m humy heading ki knoliged hasil kr k kam krna chahiy r tread tb e lgani chahiy in market m heading full dual ho.ta k humy acha profit mil saky r hm los krwany sy buch shaken hmara account wash hony sy Bucha rahy.
      • #4 Collapse

        dear hedging aik aisa amal hay jis ko apply karnay say na hamain koi faida hota hay aur na us broker ko koi faida hota hay yeh ik aisa amal hay jisay hamara account jana pay hota hay wahin pay stop ho jata hay mean agar hamain confirm ho jata hay k ab hamara order lose main he rahay ga tab ham hedging kartay hain aur jub hamar hedging wala pair bahut ziada move kar jata hay tab isay ham remove kartay hainagar to hamari kismat ya analysis theek hoti hay to hamain faida hota hay warna mazeed lose he hota hay.
        • #5 Collapse

          Hedging trading mein aik strategy hy hedging mein hum market mein sell aur buy aik sathh kartay han aur aur profit wali trade ko close kartay han aur dosari loss wali trade ko profit mein aane ka wait kartay han aur ye us waqt kartay han jab account k wash hone ka dar ho hedging mein bhi experience ki zaroorat hoti hy new trader ko hedging nhi karni cahaiye is se loss ho sakta hy
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            g bhai pehlay to aap ko yeh pata hona chaiye kay hedging kab use kertay hay to iss ko sideways movement may use kertay hay iss ko aap use basically us waqt kertay hay jab aap ka ccount loss may ho to aap recovery kertay hay iss k zariye say

            اب آن لائن

            Working...
            X