Apna knowledge share karen yahan threads me

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apna knowledge share karen yahan threads me
    salam dosto,

    mene ye dekha hai k kafi sare traders yahan fazul ki threads laga rahe hote hain jin ki kise ko koi samjh ni ati hai or wo ye threads just bonus hasil krne k lia lagate hain dosto ub yahan par me unko ye advice krna chahata hu k dekhen agar ap threads lagate hain fazul kisam ki to us par apko na he thanks milengay na he replies to kia faida asi threads ka wo delete kr di jayegi alag admins ki taraf se esi lia kaam wo karen jis me quality nazar aye usme ap apna knowledge share karen jo log pasand kare shukreya dosto
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han dear friend ap ki bat thk hy, subh forum members ko chay ke apny soch positive rakhin ye thk hy ke hum posting bonus ke liy lagaty hn lkn post wo ho jis ko members read kerty hi thanx mean ke post informative ho, isi tara ager ap thread fazol kisam ka lagaty hn to us ko bh koi faida ni just time hi ap ne waste kerna to isi liy hum ko chay ke hamesha apny soch aur approach positive hi rahy
    • #3 Collapse

      apna knowledge share karny ka sab se best way forum me thread par be share ka ja sakta hay aur comment kar be share kia ja sakta hay, hamari har esi post me be knowledge hona chaye aur thread start karny ka maqsad be yahi hona chaye key ham other member ki help kar saken aur us key knowledge ko increase kar saken.
      • #4 Collapse

        Mein apki bat se fully agree karta hun aur is barey mene aik thread bhi post kiya he keh yahan par ziada tar log bonus ke chakar mein bhi posting kartey hein jabkeh learning threads bohot hi ziada kam post kartey hein jiski wjha se logon ko bohot hi kam help dekhne ko milti hey
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          dear freAnd sub freAnd ki bat sy agree hn hmari posting threading sy.new any.waly members k liy asani h humy apni thread achi r desnd r long rakhni chahiy ta k sub member hmari thread sy knolig hasil kr saken r forex m sai sy beznus kr k pesa kma k rich beznus mean ban saken hmari wja sy un ko Rozgar mil sakty.
          • #6 Collapse

            Bhai Aapne Yahan pe knowledge share Karne Ki Baat Kiye Hai Jab k kuch trader Apne knowledge ko Aisa samajhte Hain K Kisi Se share he nahi karte aur jab Unse Kahan Jaye Aap Hume Forex trading Sikha De tovo Paise Ki demand Karte Hain in Logon ke baare mein kya rahe hai aap sab ki
            • #7 Collapse

              Assalm o alakiom g bilkol theek kaha ap ne aisa hi hay fazol qisam ki threads ka koi faida nai hota us pe ap ko na to likes miltay hai na hi un ka koi bouns milta hai ap ko infact wo delet kar di jati hai to bajay is ke ke ap apna or dosri ka time zaya karay ap ko forex ke mutalik knowledge ikhatha karna chahiye tak ke is se ap ko bi faida ho or post parnay walay logo ko bi
              • #8 Collapse

                Bhai aap ki point bilkul sae hai fazul ka thread ya post sa koi faida nhi hota khass kar ka new user ka lia aese thread create karna chaiyee jis sa new user kuch learn kar saka na ka fazul ki batoon ma phsa rahe.
                • #9 Collapse

                  mairay khyal main fazool post karny sy behter hy k post na kia jay q k ager aap fazool post karain gy to us aap ko to koi faaieda hony nai wala doosroon ko b koi faaieda nai ho ga is liay behter hy k aap senior members ki posts perh k experience hasil karain phir doosroon sy share karain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    agar hum forex trading main knowledge ko share karen gay to es trha sab ko faida hota hay aur humay bhi chahiye keh knowledge ko gain kar kay he trade karen kyun keh tab he humari trading achi aur behtreen hoti hay es business main dil lga kar time dainay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen hoti hay

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X