Aik IP per two accounts nehi chal sakty lekin yeah IP Kia hoti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik IP per two accounts nehi chal sakty lekin yeah IP Kia hoti hai
    Agar ham internet cafe main Beth ker posting or trading kerty hain tou kia aik pury cafe ki aik hi IP hogi ya sab PC's pet IP different hogi IP internet connection ki aik hoti hai ya all devices ki apni apni
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    IP device ki hoti hai apny aik hi connection lia hua ho aur is per ap jitni bhi devices connect kerty hain tou her device ka apna IP adress hota hai ap aik internet face per her pc main alag alag ips ky sath posting aur trading ker sakty hain
    • #3 Collapse

      Brother iska matlab hai kya ip adelaida hona chahiye matlab ke haar device elag elag honi chahiye kiun kay ghar mein bhi aise hota hai ki ek router se mobile bhi connect hota hai or pc bhai connect hota hai lekin in dono ki ip different hai agar hum ek account do account pc ya mobile main bnate hein to wo theek nai hay..
      THKS
      • #4 Collapse

        Dear IP sae murad hai kay aap jo device use kar rahay hain uss per aap aik hi internet connection sae dou account nahin chala saktay agar aap aik device use kartay hain tou phir aap ka internet cinnection alag alag honay chahyeain internet connection hi aap ka IP hai
        • #5 Collapse

          Dosto 1 hi ip per insta forex ka account chla sakty hain Jo k pakforex k sath attach kia jata hai Es k sath agar ap aur account chlana chahy hai to kise aur sarwer main apni investment ker account chal sakty hain DEAR IP ka matlaab Internet proxy hai Jo chang nahi honi chahey Internet ka ap ka 1 hi canacsion Jo 1st time dia gey hai wohi use p
          • #6 Collapse

            dear IP address internet connection ka address hota hay ham wifi ko be address samaj sakty hey agar ham ne 1 IP address ya same internet connection par bonus account me trading ki to account ka disable hona yakeeni ho jata hay hamesha rules ka khayal rakna chaye.
            • #7 Collapse

              Sir g mujhy lagta hy k ap new internet chla rahy ho kiyon k jub koi banda kisi field mein nya nya jata hy tub he to usy koi malomat ni hoti to ap ki bat k ip kiya hy dear jub ap internet k liye koi device use karty ho to us device per company ki traf sy ik track number diya jata hy jisy ip kehty hein aur jub hum phone mein sim dal kar net use karty hein to hmara ip addres aik he hota hy leakin jub hum koi wifi use karty hein to us ka ip alag alag hota hy mutlub aik device per aik account use ho sagta hy dusra ni chla sgty
              Removed by moderator.
              • #8 Collapse

                dear freAnd m forex beznus m new member hn i p ki koi knoliged nai abi mjy posting or hard working kr k knoliged r experions hasil kr rha hn ta k I p ki malomat hasil kr sakon.
                • #9 Collapse

                  Yeah its right aap aik hi IP par just aik hi account open kar saktey hein aur agar aap aik hi Ip par different accounts ko use kartey hein to phir aap scamming hi kartey hein aur is se apka account kisi bhi waqat banne ho sakta hey aur aap forum se out ho saktey hain
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    IP se Murad internet protocol hai yeah bilkul aise hi kaam karta hai Jaise aapke ghar ka address kaam karta hai ya nahi aapka koi be later Ya bill kisi doosre ke paas nahi ja Sakta Sita Ram internet Ki Duniya Mein computer ko ek address Diya Jata Hai Jise ip-address kehte hain is se yeah Hota Hi ke aap ka computer Jo command bhejta hai uska answer ISI computer Ko Milta Hai Kisi dusre computer repair wo deta nahi ja Sakta aur Agar wo data Kisi dusre computer Pe Chala Jaye to ISI Ko hacking Kehte Hai
                    • #11 Collapse

                      Dear bat yeh ha k agr ap Internet cafe pay kaam krtay hain to agr us nay aik he internet device li hue ga aur saray PCs usi device pay connected hain to un sb ka IP address aik he ho ga. Same agr ap wingle use kr rahay ho to us pay ap 2 mobile connect krtay ho to unka IP bhi same ho ga. Lehaza aik IP pay do accounts nai bna sktay agr aik IP pay do accounts pay kaam krain gay to yeh fourm k rules ki violation ho gi aur apka account bann ho jaye ga
                      • #12 Collapse

                        IP adress ka matlab hai k internet provider yani k hamain kis source k through internet mil raha hai internet provide hamaesha aik he hota hai aik connection ka ager hum es mien forex trading kerty hien to hum es mien aa ker aik he internet connection use ker sakty hien ager hum es mien aa ker 2 accounts use kerny ki try kery gy to hamara account ban ho jy ga or hum es mien aa earning na ker saky gy q k yeh cheez rules k khelaf hai q k hum aik IP per aik he account use ker sakty hien aik sya zayada account use ni ker sakty hien
                        • #13 Collapse

                          Dear brother main apki baat se agree kerta hon keh hum aik waqt main aik IP per sirf aik account chla sakty hain, yeh restriction administrator ki terf se hain is leay humain inko follow kerna chaey.IP stand for internet protocol iska taluq hamary internet connection se nhen hota belkeh device se hota hy aor yeh hamari device ka address hota hy is leay aik mobile /pc per sirf aik account chla sakty hain.
                          • #14 Collapse

                            There are Two type of ip address one is public ip address otrher is private ip address.public ip address router ka hota he jab router k sath jo bhe connect hota he us ko router private ip assigne karta he.liken sab ki public ip ak hi hoti he lakin comnicating server is ko private ip k zarye alag identified karta he.lehaza ak connection pe ager alag alag devices hen to wo alag hi count hoti hen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              IP ye hoti hay kay 1 internet connection jo aap ne le liya aap use kar rahay uska 1 IP address hota hay so uss internet connection pe aap 1 he account register kar saktay 2nd account register karna allow nahe aik net connection pe sirf aap he kaam kar saktay ho ye insta ki jaanib se policy hay aap ko ye rule follow karna sab se eham hay...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X