Profit bahot kam but loss itna ky account wash

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit bahot kam but loss itna ky account wash
    Hamari trading forex market main yehi hai ky ham thory sy profit per tou trade ko close ker lety hain lekin thory loss main close nehi kerty my loss increase hoty hoty account wash ho jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ham kyun ky bonus account per trade ker rehy hoty hain isliay thory profit bhi meaning rakhta hai ky agar thora sa profit hasil ho jaey tou pehly usy withdraw kerwa lena acha hota hai warna agar loss ho gia tou jab tak loss recover nehi hoga hamara profit withdraw nehi ho saky ga isliay ham thory profit per trade ko close ker lety hain
    • #3 Collapse

      Bhai gee mein aksar sochta hon ke ye hamari sabse bari bewakoofi hai k hum SL ko use nahi karte kyunki yeh hi hamare account ko vash hone se bacha sakta hai hum apnay trade ko thore se profit pe to close kar dete hain lekin ye dekhte rehte hain ke abhi market wapis aaye gi lekin woh nahi aati aur hamara count washer ho jata hay..
      THKS
      • #4 Collapse

        Dear bro forex trading main akser red figures hi chalty daikhy hn mean ke jub bh trade lagao loss hi rehta hy profit kabhi kabhar hi dekhny ko milta hy
        • #5 Collapse

          jo baat aap ne ki hai bhai us ko kehty hain lalach keh mujhe apna loss agli trade mein recover krna hai aur is lalach mein humara account complete wash ho jata hai asal mein apko recovery k bary mein ni sochna chahye jitni closing profit per krte hain utni e loss per bhi kren phir aapka account wash ni ho ga
          • #6 Collapse

            dear agar apni trading ki planing aur strategy achi ho to profit zeyda hi ho saky ga magar hamy jesy hi profit hony lagta hay ham apny orders close kar dety hey aur ye sochty hey key ye profit kafi hay aur ham ne bahot achy time key sath trade be open kia hota hay jes me hamy zeyda profit key chances be hoty hey magar ham khud hi mistake kar key ye order close kar dety hey esi tarha agar loss 10$ ka ho jata hay to ham apny order kabi be close nahi karty aur es order key profit me any key wait me hamara account hi wash ho jata hay.
            • #7 Collapse

              is mei apko bohat hi faida hota hai magar loss jab bhi hota hai apko is mein account wash hota hai apko is mein sabar se kam karna chahe is mein apko zada greed nahi karna chahe aur ihtatat se trading kare
              • #8 Collapse

                Asslam o alaikom meray khiyal se to hamay risk kam lena chahiye agr hamaray pass 100% hain to hamay 5% to 10% tak ka margin lena chahiye ta ke agr loss ho bi jay to hamaray pass 90% to 95% tak ka margin mojod ho or jab bi ap ko profite ho ap ko withdraw karwa lena chihiye akasr ziada ki lalach me hum loss pe loss kartay hai or account wash kara bethtay hai
                • #9 Collapse

                  g hn dost forex trading ma aisa he hy jb kbi koe trde thori bht b profit ma ja rhe hoti hy to os ko sath he close kr dyty hy khe ye b loss ma ni chli jy aisa tb hota jb ps koe knowledge na ho ap ny koe trading py analysis na kr k trade lgai ho kiun k jb ap analysis krty hy to ap ko strong analysis krna chy k mandi aisy aisy jy gi or whi tk trade krni chy or na os sy zyda trade krni chy or na he kam lkin kuch log ko jesy he thora sy b profit hota hy wo close kr dyty hy trade or jb aisy trade ka loss km hota hy to close ni kry or aista aista ye loss brhta jta hy or baz dafa account b wash ho jta hy aisa sirf kam knowledge ki wja sy he hota hy
                  • #10 Collapse

                    Yeh sab lack of knowledge and experience ka hi natija hota hey aur isliye is business mein ziada tar traders loss hi kar rahey hain aur profit bohot hi kam aur loss bohot hi ziada ho raha hey isliye hamen always learning aur experts ke mashwarey ke baghair kabhi bhi trade nahin lagani chahiye.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      agar hum forex trading main profit earn karna chahty hay to eskay liey humay account ko theak say manage karna chahiye kyun keh manage kar kay he market main achi trade mumkin hoti hay aur humay esmain sabar say kam bhi karna chahiye kyun keh sabar say kam kar kay market main bohat achi earning mumkin hoti hay
                      • #12 Collapse

                        g han bhai ap ki bat shai hai or main apki bat se garee krta hun forex trading main ajkal new conditios or termsadd ho gai hain jis main eraning k roles bhi taph ho gy hain jis wajah se hmari zara se galti se hmain loss ho jata hai es liye hmain profot kam hota hai or es k bad aik hal yah rah jata hai k hum apni learning ko mazzed increase kar k trading karen apni trading ko best karny k liye
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: fawadkazmi پيغام ديکھيے
                          Hamari trading forex market main yehi hai ky ham thory sy profit per tou trade ko close ker lety hain lekin thory loss main close nehi kerty my loss increase hoty hoty account wash ho jata hai
                          Assalamu Alaikum Deewanapan Jaiswal Kiya Hai us Ki Sabse Badi Bazar Yeh hai kya aapke analyses proper nahi hote aur aap Forex new score Dekhe Bazar hydrate Lagte Hain Jiski wajah se aap ki samajh nahi aati aap nuksaan kar Baithe Hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X