Kya Trading se hamre health kharab ho sakty hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya Trading se hamre health kharab ho sakty hai
    ASLAMUALEKUM friends trading mAin kuch loog itne masroof ho jaty hain ke apne health se gaflat bartne ke wajh se bemaar ho jaty hain har cheez ka ek time hota hai forex main mehnat zaroori hai lekn ek pattern ke sath ek plan ke sath ek routine ke sath ke health bhe maintain rahe aur wealth bhe aur growth ka amal jari rahe.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhia aap bilkul thek bol rae hain. aap ka pass ek proper plan hona chaiyee aur routine set karna chaiyee ta ka aap ki heath b thek rahe.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: wavetrader پيغام ديکھيے
      ASLAMUALEKUM friends trading mAin kuch loog itne masroof ho jaty hain ke apne health se gaflat bartne ke wajh se bemaar ho jaty hain har cheez ka ek time hota hai forex main mehnat zaroori hai lekn ek pattern ke sath ek plan ke sath ek routine ke sath ke health bhe maintain rahe aur wealth bhe aur growth ka amal jari rahe.
      assalamu alaikum bhai jaan main Pehle bhi apni post Main Bata Chuka hi K Agar Hum Apne order ko cool mind hokar nahi open Karenge ya market ko cool mind hokar nahi analyses Karenge to Hame nuksaan Bhi Hoga aur health par bhi bahut jyada effect Padega
      • #4 Collapse

        Dear forex forum fellows agar ap forex trading ko sir py sawar na karain tu koi health ka issue creat nai hota hy agar ap raato ko uth uth k apna account ya trading try karain gy tu phir lazmi ap k health issues aain gy ap apna time table bana lain eik k kiss time kia karna hy tu aisa koi issue nai ata hy kabi bhe
        • #5 Collapse

          Forex trading itna asaan business nahe hy jesay ye nazar ata hy us maen trader ko move ko samjhny k leay unhain us maen mehnat kerna parte hy jab tk app k pass us maen acha knowledge our experience nahe hoo ga tb tk app forex maen ache earning kabhe bhe nahe earn mer paen forex maen harmonic pattern ko understand kareean us k bad he app us maen acha profit kama paen gy
          • #6 Collapse

            Forex trading blood pressure ky patients ky liay bahot dangerous ho sakti hai ky jab hamain kafi zyada loss ho jata hai tou normal insan of liay emotions ko control kerna mushkil ho jata hai tou blood pressure ky patient ky liay you bahot dangerous ho sakta hai
            • #7 Collapse

              G han forex trading sy hamary sehat kharab hony ky bahot chances hoty hain isliay koshish kerain ky jo bhi trade open kerain tou take profit aur stop loss zarur lagaen aur weekend jo trading ky liay market close hoti hai tou market ko enjoy kerain tou ap phir sy trading ky liay fresh ho jaty hain warna continue trading sy sehat kharab ho sakti hai
              • #8 Collapse

                Dear good Q..? Ye baat durst hai k forex trading main kuch log bohat zida interest letay hain Jo k achi baat hai lakin Es main apni seat ka khayal rakhna chehey Es main eyes ka zida problem ho sakta hai kyunk posting ker musalsal eyes ka kam hai Es liy ehteyat k sath kam krain agar ap ki seat achi ho gi to bad main bhi earn ker sakty hain.
                • #9 Collapse

                  g nahi dear agar trading ki bat ki jaye to terminal me tools ki mujodgi aur mobile trading ki waja se trades open karny ya trades ko follow karny me etna time nahi lagta traders key ab bahot asani ho gi hay indicators key help se aur take profit/stop loss orders ko use karny se traders ko zeyda time market me spend nahi karna hota aur trading se health kharab hony ka to sawal hi peda nahi hota hay.
                  • #10 Collapse

                    Dear freAnd treading sy hmari health py boht asar parte h q k jb treading m los hota hm boht paryshan ho jaty hen k etni mehnt k bad kuch ni Mila es liy hmari health up set ho jati h.dear members hr Wakt treading m na rha kro apny maind ko col rakha kro ta k ap no health khrab na ho
                    • #11 Collapse

                      G Bhai trading SA hamari health kharan ho sakti hai agr ham apna khayal Sahi rakhty to ..rat ko late SA Sona ya Thora Sona bhi apki sehat pa asar Daly sakta hai to agr hamari sehat Sahi na hui to ham trading bhi Sahi NI Kar sakty es Lia sub SA pehly ham NY apni sehat ko dakhna hai us ka bad trading karni hai es Lia ziada tar Tak na jaga jay aur apni neeend Puri ki jay
                      • #12 Collapse

                        Forex trading aik smart business hey aur mein samjhta hun keh agar aap is business ko aik achey method ke through karen aur apka aik correct time table ho aap is mein aik achey plan ke sath enter hon to yeh apki health par koi asar andaz nahin hota yey aur aap is mein easily work kar saktey hain.
                        https://t.me/pump_upp
                        • #13 Collapse

                          G haan yeh bat apki thek ha kuch log forex trading main itnay ziyada involve ho gaye hain k unko apni daily life ka hosh he nai. Bahut ziyada Internet pay time detay hain ayr har wqt market ka analysis aur profit k baray sochtay rehtay hain jis ki vja say unki mental health pay kafi asar parta ha. Forex main bahut ziyada involve honay ki vja say nend pori nai hoti aur apko bahut c bemarian lagnay ka khatra hota ha. So forex ko time dena chaheay lekin apni sehat ka bhi khayal rakhna chaheay
                          • #14 Collapse

                            assalamualaikum dear jaha tak Mera opinion hay to students ko forex ka business krna chahye lekin ye na ho k apbi study ko bhol jaen aur sirf business hi krty rahin or apni study ko bhol jay jo free time Mily usnein forex business zror kren ta k apni study ka kharcha easily nikal saken
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              agar hum apni bardasht say ziada time forex trading ko dain gay to es trha hum market main theak say earning nahi kar sakty humay chahiye keh apni sehat ko madynazar rakhty huway he trade karen tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main dil lga kar time daina chahiye tab he safe reh sakty hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X