Avoid from overconfidence .
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Avoid from overconfidence .

    Over na ho Jo log aur confidence ke sath kam karte Hain vah kabhi kamyabi nahin hote hamen kam karna hai to acche tarike se Hi Karen vah nahin hona chahie Ki Kya garm hokar Kam karte Hain Ham kabhi Kam yad hi nahin hota Ham apne kam ko banana hai to kaise karen jab Ham kamyab honge kamyab insan karke kam hota hai aur acche acche
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Avoid from overconfidence .

      ji han bilkul hamen overconfidence se hokar Kam nahin karna chahie isase hamara hi nuksan hoga hamen chahie Humsafar ke sath kam Karen minut Karen hard-working Karen Taki Ham bahut hi achcha bar karke achcha bonus aur profit Hasil karke kamyab ho sake
      • #18 Collapse

        Re: Avoid from overconfidence .

        Forex forum mein kam karte hue hamen overconfidence se avoid karna chahie kyunki agar hamare andar confidence jyada a jaega aur ham dur Ho jaenge proudy Ho jaenge to hamen kuchh hasil nahin hoga hamen sabar ke sath ne karm ko aage badhana Hai confidence level rakhna chahie lekin overconfidence jo log rahte hain vah na kami ka shikar hote hain unhen kuchh aasan nahin hota agar aap kuchh hasil karna chahte hain to iske liye jaruri hai kya aap mehnat Karen kyunki jitni jyada aap mehnat karenge utna aapko ismein achcha profit milega
        • #19 Collapse

          Re: Avoid from overconfidence .

          G dear member sahi baat ki hai hamen over confidence nh rakhna chahye aur hamen apni mehnat par bhrosa hona chahye aur sabar say kaam Lena chahye aur jald bazi ya zayada ki lalich nh karni chahye aur jb bh trade open Karen tu soch smajh k trade open Karen taky apki trade profitable hu aur os me loss k chances kum hon dosto hamen trade open karty hoe pehle markeet ko watch kar lena chahye aur apne senior members say bh malomaat le Leni chahye aur apko chahye k khud say trade open na Karen aur over confidence nh hona chahye balkay sb kuch daikh k trade open karni chahye phr ap kamyaab hon ge aur over confidence k chakr me ap ko loss hu sakta hai
          • #20 Collapse

            Re: Avoid from overconfidence .

            Assalam-o-Alikum
            G
            Umid krta hn ap sb log kheriat se hn gy.
            Business ma kamyabi k lye jahan confidence ka hona boht zrori ha wahan jb koi over confidence show krta ha to us se loss ho skta ha.
            Overe confidence ki wja se sometimes hm ese decesion kr lete hn jo hmare lye harmful hote hn.
            Is lye hmesha over confidence se avoid krna chaye.
            • #21 Collapse

              Re: Avoid from overconfidence .

              g haan apny bilkul sai kaha hai k ahmein hamesha self confidence k sath kaam karna cahiye hamein kbhi bhi forex mein kaam karty hwey kbhi bhi over confidence nahi hona chaiye q k over confidence karny se hamesha hamein nuksaan ka samna karna par sakta hia. issi liye hamein nuksaan se bachny k liye hamesha sirf self confidence ka hi use karna achiye.
              • #22 Collapse

                Re: Avoid from overconfidence .

                Bilkul thik kaha apne forex main overconfidence or lalach se hame sirf nuqsan hi hoga hame sabr se kaam lena chaiye or hardwork with smartwork hona chaiye
                • #23 Collapse

                  Re: Avoid from overconfidence .

                  Assalam o alaikum Dear forex member, umeed krti hu k ap kheriyat se hon gy, G dear ap ny bilkul theek kaha k forex mn kam krty huey hamen confident to rehna prta hy lkn hamen overconfidence se bchna chahye agr hum overconfident reh k kam kren gy to hamen is se bht zyada loss hoskta hy better knowledge or better learning se market ko analyse krna sekhen or phr acha profit hasil lrrn taky hum future mn achy trader bn sken
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Avoid from overconfidence .

                    Aapka kabhi bhi Forex ke andar Chahe aap ko nuksan hota hai aapko profit ho kabhi bhi aapko overconfidence Nahin Hona chahie Kyunki agar aap over karti ho jate ho to aap kya taraf se andar kamyabi Hasil kar sakte ho aap ko Hamesha par determine ka Hamesha Soch samajhkar Rahane Karni chahie agar aap Soch samajhkar aur Kabhi Jaan Se Baga training karte ho to aapko Jarur kamyabi Hasil ho sakti aaega aap jao to bhabhi ke andar Mein a Jaate Ho To aap kabhi bhi ka maja bhi Hasil nahin kar sakte

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X