Avoid from overconfidence .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Avoid from overconfidence .
    Dosto forex trading 1 online business hy aur risky b hy ye buht. Is me buht care sy trade lgani chahye. Jo dost khud py control ni kr skty aur over confidence ho jaty hn wo srasr nuqsan e uthaty hn . Intermediate rehna chahye insan ko chahy trading me loss ho ya profit. Trading k lye confidence hona chahye pr over confidence ni. Jaisy hm ksi bemari k lye 1 khas medicine 1 khas quantity me use krty hn tu us sy faida hasil hota hy aur agr hm uski quantity increase kr daien tu wohi medicine jo faida dy rhi thi apko nuqsan dy gi. Yei bat same confidence aur over confidence ki hy. Isy agr mazeed explain krn tu jga km Pr jay gi.
    ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex trading best busniess hai our ye online busniess hai es main overconfidece zaida tar nuksan ka sabab he banta hai kiu ky busniess online hai es liy ye busniess har time risk par he rehta hai es liy busniess main confidence kam ata hai ye zrori hai likn overconfidence nhi hona chahiy
    • #3 Collapse

      Asslam o alaikom bilkol confidence achi bat hai lekin ourconfidence nai hona chahiye is se ap aksar apnay profit ko bi loss me badal detay hai forex trading ek risky kam hai is liye ap ko relax or pori attention ke sath kam karna chahiye or khod per bharosa karna achi bat hai lekin apnay emotins pe bi control karna chahiye
      • #4 Collapse

        G han ap ki bat bilkul theek hay aur main ap.ki bat se agree karti hun trading waqai main aik boht riski business hay aur humain is main over confident ho kar bilkul.kam nai karna cahaiy kiu k is main hum apna loss karte hain trading karte huwe ap.tammam rules ko follow karte huwe confident ho ho kar kam kare par over confitence kabhi mat ho is main ap ka loss hay
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: 0702sajid پيغام ديکھيے
          Dosto forex trading 1 online business hy aur risky b hy ye buht. Is me buht care sy trade lgani chahye. Jo dost khud py control ni kr skty aur over confidence ho jaty hn wo srasr nuqsan e uthaty hn . Intermediate rehna chahye insan ko chahy trading me loss ho ya profit. Trading k lye confidence hona chahye pr over confidence ni. Jaisy hm ksi bemari k lye 1 khas medicine 1 khas quantity me use krty hn tu us sy faida hasil hota hy aur agr hm uski quantity increase kr daien tu wohi medicine jo faida dy rhi thi apko nuqsan dy gi. Yei bat same confidence aur over confidence ki hy. Isy agr mazeed explain krn tu jga km Pr jay gi.
          Assalamu alaikum bhai jaan mai aap ki Barse bilkul agri Karta Hoon Jo log extra smart banne ki koshish karte hain woh Apna sabse Zyada nuksaan kar Baithe Hain ISI Tarah hame overconfident hokar koi be older open ya close nahi karna chahiye Kyunki overconfidence se Hum acche se Soch Nahi Sakte
          • #6 Collapse

            Over confidence loss ha sirf esko avoid karna sab se important step hota hay jo log khud pe control nahe kartay aur over confidence ko le kar chaltay hain wo loss kartay hain loss hojay profit hojay dono conditions mei normal confidence ko stable rakhna chaiye jo log loss kertay hain aur phr unko loss ko cover kay liye planning ki need hoti hay magar wo over confidence hotay loss ki tention se further loss kartay jald baazi mei..
            • #7 Collapse

              Assalamualykum dear exactly ap nyn thk kaha hy k forex main bilkul be over confidence ni hona cahiey some time ap ko pata be ni chlta aur market ap ki soch k bilkul ult chli jati hy to forex main jo be ho ap ko har waqt market ko samjhny ki aur analysis ki zarort hoti hy kabi be avien trade ni lagani cahiey cahiey jitna be confidence q na ho pehly samjhyn phir karyn.
              • #8 Collapse

                G bhai bilkul sahi kaha ap nay. Humay over confidence say bachna chayie. Trader ma confidence ka hona bht zaroori ha ais k bagir bhi hum profit gain nhi kar saktay. lakin her cheez ek limit ma achi lagti ha. Over confident traders bari bari trades laga detay hain ye ek greed ka symbol bhi ha or phr aun ko loss ho jata ha. Loss k surat ma disheart ho kar forum ko chor jatay hain.
                • #9 Collapse

                  agar hum overconfidence ho kar trade karen gay to hum market main theak say earning nahi kar sakty kyun keh es trha humari trade theak nahi hoti es business min humay apny knowledge ko enhance karna chahiye kyun keh knowledge ko enhance kar kay he hum market main achi earning kar sakty hay esmain khoob time daina chahiye tab he safe rehti hay
                  • #10 Collapse

                    forex trading main har confidence tador kamayb ho jat hai maghr over cofidence still loss ki condtion main bhi a jata hai oski sirf yahi wjah hoti hai k wo khud ko ysh smjhny lag jat hai k wo jesi bhi trading kary ga osko loss nahi hoga tu bhai yahi chez apko nuksan de jati hai tu hmain es chez ko avoide karna chahye ta k apko loss na ho
                    • #11 Collapse

                      Achi bat ki ha ap nay me agree kru ha hum main say aksar log trading main overconfidence ka shikar ho jatay hain jis ki vja say wo kuch profit kma k phir sara capital loss ki nazar kr detay hain so jitna bhi expert trader ho ic bat ko hamesha zehn main rakhna chaheay k market ka behaviour kuch bhi ho skta ha kbi bhi 100 fesad surety nai hoti.
                      • #12 Collapse

                        Re: Avoid from overconfidence .

                        Han g m apki bt sa bilkul sehmat krte hun ya bt tgeak ha ky humy kabi bhi over confidence nahi hona chaiya agr hum over confidence hongy tu iska humy loss hi higa hmary liye best option yahi ha ky agr hum forex pa trading krna chaty hn tu best option yahi ha ky hum soch smjh ky confidence sa trading kryn taky acha result milsky
                        • #13 Collapse

                          Re: Avoid from overconfidence .

                          Assalam o alaikum umeed krta hoon ap sub members kheriat say hon gay bahut he achi bat share ki ap ne k overconfidence say bachna chahiay agr hum zyada overconfidence bnain gay to hmain zyada loss uthana prh skta hya hmain chahiay k hum overconfidence na bnain sabar say kam lein aur carefully ho k struggle say kam krain takay hmain loss ka samna na krna pray yeh hmaray liay bahut dangerous sabit ho skta hay hmara overconfidence
                          • #14 Collapse

                            Re: Avoid from overconfidence .

                            Forex mein ache work our achi trading ke liye ache confidence ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex mein work our trading hamen ache confident ke sath karni chahie jisse forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning our achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex main hum loss se bhi bach sakte hain aur forex main main hamara account bhi mehfooz ho jata hai lekin forex mein hamen koshish karni chahiye k forex main work our trading hamen overconfidence ke sath na karen forex mein overconfidence ki wajah se ham acha work aur achi trading nahin kar sakte hain jissee forex mein hum nakam ho sakta hai aur hamara bonus account wash ho sakta hai hai our hamare puri mehnat waste ho sakti hai forex mein achi trading ke liye ache confidence ka hona bahut hi zaruri hai jisse forex mein ham kamiyab trader bhi ban sakte hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Avoid from overconfidence .

                              Humy kabai bi over confidence ni hoana chiaya jo loog bi over confidence ho kara kamkaratay ahyn who loog zaraoor kmayab ho jatay ahyn is lisys humy daka bhall kara hi kamkarty arahan chiaya tab hi humkmayab ho sakatya ahyn.forex aka mbohata hi acah business hy is lisys humy saoacah samaj kara hi kamkarty rahan chiaya tab hi humkmayab ho sakatya ahyn is kab agiara hum bilkul bi kmayab ni ho sakatya ahyn is lisy humy saoiacah samaj kara hi kamkarrty rahan cvhiay tab hi humaray kmayab hony ka chance ho sakatya ahyn.over confidence humaray liaya b ohata hi zyada nokasan sdah hoata hy is lisy humy daklaha hll kara hi is smy kam karty rahan chiaya tab hi humkmayab hon gy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X