Trading karnay main bar bar greed na karain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading karnay main bar bar greed na karain
    main nay buhat say trader ko dekha ha,kay jo day main acha profit hasil ker latay hai.or us kay bad phir greed main a ker bar bar trade karty hai.is say unko kisi na kisi trade main loss ho jata ha .jab day main apko acha profit ho jay to apko again trade nahi kerna chaiya.ap trader is baray main kaya kaho gy..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ap ki bat theak hay greed karnay sy loss hota hay aik target hona chahiye daily base py jia ko achieve karny k bad trading nai karnii chahiye..Zyada profit hasil karny ki lalach mein loss sy best hay k target achieve karnay k bad market ki study karen next day k liye
    • #3 Collapse

      Forex traders jo new hain wo forex trading main bht greed krty hain k jaldi se profit ho jaye asa mumkil nahi ha k ap trade lagao or profit shuru .ap ko is main profit hasil krny k liye bht mehnat ki zroort ha .bht mehnat or lagan k bad hi ja kr kamyabhi milti ha ..phir ap ko sari smajh ajati ha k ap ne jesy or kab profit nikalna ha .phir kamyabhi milti ha .
      • #4 Collapse

        forex trading main wo log bar bar greed karty hai jo chahty hain ky jaldi sy zaida sy zaida profit hassil kar sakin likn esa boht kam hota hai es tariqy main profit kam our loss zaida ho jata hai best trading way yahi hai ky aap apna ek target bnay ky everyday main ny etna profit hasil karna hai our apny target ko folow karin our zaida lalach na karain
        • #5 Collapse

          Asslam o alaikom sahi bat hai jab ap ko ek bar profit ho jay to ap ko bar bar trade kar ke apna loss nai karna chahiye ziada lalach nai karni chahiye is se ap aksar apna loss bi kar jatay hai so yeah ap ko apnay profit ko mantain karna chaiye andha dhudh trading nai katni chahiye jis se ap ko loss ka khatra bhar jata hai
          • #6 Collapse

            baar kya jab b trading kary to greed yani lalach sy bachna hi behtar hai agar ap lalach kary gy to apko loss hi hoga lalach apko akal sy kaam leny ni deti is liye trading karty waqt sabar kary or sahi time ka wait kary ta k apko loss na ho.
            • #7 Collapse

              Jnb apki bat thk hy me ye kahun ga k agr kch kmana chahty hn tu is greed jo k 1 virus ki trha trade ko tbaah kr daiti hy is sy avoid krna ho ga aur ye k apna weekly target select kren aur usk hisab sy trade lgaien bjay isk keh 1 e din me br br trade lga kr loss py jaien. Agr week me 1 achi trade profit dy jay tu phr aur trade kk zrurat e ni hy. Jtna lalach brhao gy utna loss me jao gy.
              ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
              • #8 Collapse

                apki baat sahi hay jee agar ap baar baar trading me greed kar k zyaada risk lo gey to ye aa p k lye zyada naqsaan dey ho sakta hay aur ap apna account asani k sath wash kar dey gey is lye ap ko high risk k sath trading nhi karn chahiye balke kam se kam risk kar k trading karni chahiye ta k zyada paise bee loss na ho aur ap asani k sath zyada earning kar pye aur ap ko sab se zyada trading k matalq zyada info honi chahhiye ta k ap ko earning kar kay lossing na ar dey aur ap ko trading bina kisi risk k hi trading kar k earning karna hay aur ap ko tarding me kbeee risk nhi lena ta k ap apna account safe rakh sakay...
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: yasir11223344 پيغام ديکھيے
                  main nay buhat say trader ko dekha ha,kay jo day main acha profit hasil ker latay hai.or us kay bad phir greed main a ker bar bar trade karty hai.is say unko kisi na kisi trade main loss ho jata ha .jab day main apko acha profit ho jay to apko again trade nahi kerna chaiya.ap trader is baray main kaya kaho gy..
                  Assalamualaikum G bhai main kya haal mein aap baar baar ki baat kar rahe hain lekin Hume Kabhi B grade nahi karni chahiye Kyunki Yeh bahut Buri cheez hai usse kabhi bhi fayda nahi hota bol ke nuksaan hi hota hai
                  • #10 Collapse

                    Dear friend forex trading main trade karty howy kabhi bhi dil main lalach na rakhen qu k lalach karny waly kabhi bhi kameyab nahi hoty qu k lalach bory bala hy
                    • #11 Collapse

                      bhai aap ki bat bikul sae hai greed nhi karni chaiyee agar aap ko acha profit mill gya hai toh aap apni amount withdraw kar len beshak aap ka pass ktni b knowledge q na ho greed sa aap ko nuqsan ho sakta hai aap ka pora profit loss ma convert ho sakta hai.
                      • #12 Collapse

                        Bhai jan m ap ki bat sy agree krta hn k greed or laluch buht buri bala h ...kisi b trading or kaam m laluch krna buht bura kaam h jis sy ap ko faida ki bjay ap ko buht zyada nuqsan hota h....forex trading m ap ko jb profit mil jay to ap ko profit m jay to ap ko usi pr iktafa krna chaye agr ap zyada laluch kren gy to ap ko loss b ho skta h....so issi pr ap ko satisfy hona chaye..
                        • #13 Collapse

                          Asslam o alaikom sahi bat hai jab ap ko ek bar profit ho jay to ap ko bar bar trade kar ke apna loss nai karna chahiye ziada lalach nai karni chahiye is se ap aksar apna loss bi kar jatay hai so yeah ap ko apnay profit ko mantain karna chaiye andha dhudh trading nai katni chahiye jis se ap ko loss ka khatra bhar jata hai
                          :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
                          • #14 Collapse

                            agar hum greed karen gay to es trha hum market main achi earning nahi kar sakty kyun keh lalach ki waja say market main loss he hota hay humay chahiye keh es business main sabar kay sath kam karen kyun keh sabar kay sath kam karnay main he faida hota hay es business main money management karty huway kam karna chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex trading aik aysa business hai jsi amin riks hota hai or es ko aghr smoothly ly kar chalty hain tu apko yah boht acha result deti hai es liye apko es k sath zaberdasti nahi karni chahye or apko llaach nahi karna chahye q k har trador greed ko add karta hai too jo os k pass pahy hota hai wo bhi nahi rhaat hai esliye kam oar happy hona sikhen zeyda k chakron main kam se bhi na hath dho bethen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X