Trading main ziyada excitement negative point ha kia?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main ziyada excitement negative point ha kia?
    Me ap logo yeh pochna chahta hun k baz market oversold ya overbought ho jati ha ya bahut ziyada down trend ja raha hota ya bahut ziyada up ja raha hota ha to hum main say ziyada tar log excited ho jatay hain aur bri lot ki trade lga detay hain jis ki vja say aksar loss hota ha. So meray khayal main to trading main thanday mizaj say kaam krna chaeay. Ziyada excitement say loss ho skta ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Asslam o alaikom bilkol nagitive point hai jaisay confidence achi bat hai lekin our confidence achi bat nai hai waisay hi excitemnet achi bat hai lekin our excitement achi bat nai hai is liye ap jab bi trading karay apnay emotions ko control kar ke karni chahiye agr ap aisa nai kartay to ap apnay profit ko loss me badal detay hai
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: lawa786 پيغام ديکھيے
      Me ap logo yeh pochna chahta hun k baz market oversold ya overbought ho jati ha ya bahut ziyada down trend ja raha hota ya bahut ziyada up ja raha hota ha to hum main say ziyada tar log excited ho jatay hain aur bri lot ki trade lga detay hain jis ki vja say aksar loss hota ha. So meray khayal main to trading main thanday mizaj say kaam krna chaeay. Ziyada excitement say loss ho skta ha
      excitement to tab Hoti Hai Jab traders ko profit hota hai excitement ke Baje traders ka overconfidence loss ki badi Wajah banta hai traders coated karte hue overconfident nahi hona chahiye
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        agar hum account ko manage kiey bgair kam karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main humay dil lga kar focus karna chahiye kyun keh sahi say focus kar kay kam karnay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main money management karni chahiye
        • #5 Collapse

          yes dear zada excitement or happy me akar hum big lots laga detay hain jub b koi thora sa trend up ya down dekhtay hain or analysis ko strong way me nehi kartay hain just profit earn karnay ka lalach or dil me yeh fear hota ha kay kehi yeh trade miss na hojaey par jub hum entry letay hain aik big lots hoti ha or second bohat up ya down entry li hoti ha jis se account wash ho jata ha
          • #6 Collapse

            G ap ne bohat achi baat ki hai baaz auqat ziada khud ehtamadi insan ko nuqsan punchti hai. Jab ham profit me ja rahey hotey hain hamare andar lalach Aa jati hai aur ham ziada lalach k chakar me chaley jatey hain jab k ho sakta hai agley lamhe wo trade down ho jaey aur hamen loss ho jaey. Is liey jitna miley us pe ektafada kerna chahiey ziada lalach me na jaen.
            • #7 Collapse

              negative trading g han janab is ki sample yoon le k kisi bhi business ko karne k lye ap ko us business ke rulles aur us ko proper tareeke se karne ka experiunce hona best way hai isi tarah forex me bhi practice k lye ek demo account dya gaya hai that hum demo account se seekh k forex me best earning kar sakte hai
              • #8 Collapse

                yai aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain yahe is ke ache bat hain forex aik international business hain hum is mai investment be kar sakty hain or trading be kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial akr sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain yai aik international business hain
                • #9 Collapse

                  g han bhai jan pakistan forex forum hamrae na to puray pakistan main blke puri dunya main 1 highest bussiness ka source he is liye jo koi free hota he wo is main aa jata he aur higher level pr bussiness krta he is trh jo koi is main zyada interest leta hewo zyada janta he aur zyada kamatr he
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading main ziyada excitement negative point ha kia?

                    forex mai hamy apne excitement ko qabo mai rahkty howe kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai east wast mai phla cuka hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading main ziyada excitement negative point ha kia?

                      agar hum forex mai zada excitement ky sat kam kary gy to hamy loss be ho sakta hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik world wide business hain yai bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain or yai pakitan mai be legal ban cuka hain is mai dunya ky bary bary mumalil sahmil hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X