trading ma management ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading ma management ki importance
    dear Forex trading members trading mein management bahut hi important hai forex trading without management risk full trading kal aati hai according to strong support and resistance take profit aur stop loss lagana bahut zaroori hai market pe confidence sy trading karna zaroori hai emotional control aorlalich se bachana bhe management hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear trading main sbh se important cheez bhi management he ha apki management jitni achi aur strong ho gi apki kamyaabi ho gi. Dear kuch log mehnat to krty hain mgr unki management bht weak hoti ha to us mehnat ka koi faida ni hota. Thanks dear members
    • #3 Collapse

      Forex kay ilawah bhi agat aap koi business karain tou uss mein bhi management bahut zaroori hai kyun kay management kisi bhi kaam mein discipline maintain rakhnay kay lye bahut zaroori hoti hai ta kay aap ka kaam smooth chalta rahay
      • #4 Collapse

        Money management ka baghir duniya Kay kisi b trah ka businesss Mai kamyabi hasil karna almost namumkin hai . Iss liye traders ke liye lazmi hai ke woh trading Mai b money management Kay concept ko achi trah say understand Karin aur phir market Mai iss ko apply b Karin iss say trading Mai kamyabi ka chance mazeed barh jiye ga
        • #5 Collapse

          ji bilkul money management ki bht zarori hai or is ko zahan main rakh kar hi hum trade kar sakty hain or is ka khyal rakh hi hum trading kar saktyen or is k bager hum kabhi b success nahi ho sakty .
          • #6 Collapse

            Aik Urdu ki example mashhoor ha k ,,chadar dekh kr paon phelao,,iska mtlb ye ha k money management kri yeni k jitna apky pass account ha usi hisab se chlo forex m bhi same yehi bt ha k agr bnda apni money management k sath trading kry to itni jaldi loss nhi krta blky markit ko smjhny m asani rehti ha aur easily achi earning krta ha.
            • #7 Collapse

              Assalamu Alaikum dear Forex trading members trading Mein management port important hai management course understand karne ke liye zaroori Hai Ke lot size ko minimum rakho proper take profit or stop loss trading message karo strong support resistance ko observe karo Taki aapko loss ka samna na Karna Pade
              • #8 Collapse

                Trading main management bohat zarori hai kiu kay ye trader ki abilities ko show karti hai yani trader har condition main account ko kis tra manage karta hai yani money management zrori hoti hai ap aik target se profit aur loss ko manage karo taky agr apko loss ho to account balance rhy or ap easily recover kar skain...
                • #9 Collapse

                  Forex trading main ko management k sath trading kerni parti hai agar aisa nahi kro gay without management trading ap ko day gi balkay ap ka account bhi wash ho Jay ga Es importance forex market main bohat hai wesay bhi koi bhi kam management k sat ker chey kyunk proper plan hi kamyabi k raaz hai.
                  • #10 Collapse

                    Trading mein management bahut zarori hay. Management k baghair trading nahen ki ja sakti. Apnay account ko manage kar k lot size len apni trading mein warna loss ho sakta hay
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: tabiraja پيغام ديکھيے
                      dear Forex trading members trading mein management bahut hi important hai forex trading without management risk full trading kal aati hai according to strong support and resistance take profit aur stop loss lagana bahut zaroori hai market pe confidence sy trading karna zaroori hai emotional control aorlalich se bachana bhe management hai
                      Forex trading Mein successful hone ke liye money management or risk management bahut jyada Jaroori Hai In Dono Ke Bina traders Forex trading Mein successful nahi ho sakte isliye management karna zaroor sikhe
                      FRD 07 TRADING JOURNAL

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X