ager ap chaty hai kay apko trading main kabhi bi big loss na ho to ap apni trading main stop loss ka use zaror karain.trading main stop loss ki madad say hum zayada loss honay say bach sakty hai.buhat say log trading main stop loss ka use nahi karty.or is waja say wo apni trade main buhat sa loss ker laty hai yaha tak kay apna pora capital hi loss ker laty hai. trading main take profit and stop loss dono ki buhat value ha isko hamain kabhi bi nazer andaz nahi kerna chaiya..
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим