forex factory ki news hamaray liye nuksaan deh bhi ho sakti hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex factory ki news hamaray liye nuksaan deh bhi ho sakti hay?
    dear members maira aap say sawal hay k yeh jo ham sab har wakt new trading pay kaam kartay hain aur har kisi news k wait main rehtay hain har time news hara sath nai nai daiti hay yeh kisi bhi wakt hamara lose karwa sakti hay kia aaisa mumkin hota hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    actually news aap ka tab saath nahe deti jab aap risky news pe kaam kartay ho forex factory pe aanay waali har news risky nahe hoti aap ko experience hona chaiye konsi news kitni effective hay aur kitni risky hay aap unko mark karky paas note rakhain jab bhi risky news ho avoid karain trades sey
    • #3 Collapse

      Aek to news uss waqat nuqsan deti han jab un ko read karne se pahley news ke waqat trade ki jaey News ke waqat trade nahen karni chahiay yeh bahut khattarnak hota ha jab news jari ho jaen to un ko read karney ke baad achi tarrah darost analysis kiay jaen to loss nahenn deti han albatta ghalat Analysis asal ke ullat kar len tab nuqsan deti han
      • #4 Collapse

        Forex factory aik achi web site ha jo hamaen news ka bta daiti ha k kon kon c aa rahi ha aur phr forecost bhi de daiti ha k news ktni effective hony wali ha.abi wo sirf forecost hi de skty ha actual ni bta skty aur maximum un ki forecost thk hoti ha but kni kbi us se hat k bhi news aa jati ha jo k nuqsan ka bais bn skti ha.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Hmesha trade say pehly market kay technical aur fundamental analysis zaroor karain kiu kay sometimes hm news par focus nae karty hala k he market kay liye bohat effective hoti hai aur ye loss ka sabab bhi banti hai is liye news kay doran kabi trade nae karni chahiye...

          اب آن لائن

          Working...
          X