kia forex maen trade kerny k leay time ki pabandi hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    trade karnay main koyi pabendy nahi ha trade apka jab dil karay ap apni trade ko ker sakty ho.mager sahi time per sahi mokay ko dakh ker trading karnay main ho faida hay.kue kay apki 1 achi trade apko 1 din main acha profit day sakty ha.is liya trading main bar bar trade open karnay ka greed met karain is say is business main profit kam or loss honay kay chances zayada ho jaty hain.jo kay trading kay business main buhat dangerous ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Nahi asa nahibha k forex trading main koi bhi trading ke liye time ki pabandi kry diffrent countries k diffrent tining hoti ha hamy country main timing alag ha isi tarah sb jagah k traders apny timing se trade krty hain .jis se pata chalta ha k koi fix time nahi ha .or kuch traders day time or kuch night time trading ko focus krty hain .
      • #18 Collapse

        Forex trading market 24 hours open hoti hay ayr is main ap ko kab kon se trade achi mil jay apmko nai pta hota is k liay humae market k tammam updates honi lazmi hay trading karne k liay ap k pass time ki koi pabandi ni hiti ap konjab jonachi trade milay ap kar sakte hay bas ap k pas knowledge hona cahiay k market kudar mive kar sakti hay
        • #19 Collapse

          Assalamu Alaikum Dosto SRK for external mai aap ko pata hai forest reading my face tracking equipo Bandini of Justin Jahan Bichai is par kaam kar sakte hain aur poti successful business Hai Paise Ki today is business ko thoda sa time Dena Padega tabiyat tabhi office mein Kamyab ho sakte agar aap Kis Ko Jyada Se Jyada time Denge to
             
          • #20 Collapse

            monday sa friday tak aap ksi b time pa trade kar sakta hain koi limitations nhi hai aap ko bas sae time ka wait krna hota hai aur track krna hota hai ka kis time pa trading high hai agar sae time pa aap trade karta hain toh aap ka lose ka ratio kaam hogata hai.
            • #21 Collapse

              assalamu Assalamu Alaikum Dosto for extending major sake aapko Pata Hai Ke Forex trading Mein Koi time Ki pabandi Nahi Hai Jab Vyapar Hote To office par kaam kar sakte hai agar aap Kisi cheez Agar Kisi cheez Jo Kisi Kaam mein busy hai tu abhi se 12 baje tak Koi Zaroorat Nahi Hai Kya
                 
              • #22 Collapse

                Assalam alaikum bhai forex ak aisa business hai jis main time ke koi pabandi nea hai ap jis waqt chahan kam kr sakta han mera khyal main forex ka mashor hona ke waja he ta ha ka us main koi condition nea hai na koi education ke aur na he koi time ke ap jab chaahn kr sakta han forex ak bahut he acha online business hai
                • #23 Collapse

                  Yes Janab forex trading men kam karne keliay waqat ki Pabandi Nahen ha jiss Waqat chahen kam kar sakte ha lakin aek cheez ka kheyal rakhen market men profit hasil karne keliay har Pair aor Commodity par market men trade open karne ke muamley men Darost waqat ka darost intekhab Zarori ha wagarna loss ho sakta ha
                  • #24 Collapse

                    Assalamu Alaikum Dosto Jaisa kya aapko Pata Hai Forex trading equity aur accha business oration Mithun ki koi Pawan ji nahi hai ab Jashn for autopsy time is par kaam kar sakte hain lekin Nahi Hai Nahi Kabhi Na De tabiyat space Jyada Se Jyada earning kar sakte hain
                     
                    • #25 Collapse

                      Time ki pabandi to nae ap market main acha grow up kr chuke hen to apko market ki daily update ka pta hona chaiye zarori nae 24 hours ap wahin spend kren ap apna time routine bna skte hen sat and sun wese off rehta h wo din apk lye free rehte hen.
                      • #26 Collapse

                        Normally forex ko market 5 din open rehti ha Saturday aur Sunday k elawa in do dino main forex market close rehti ha siwaye kuch aik do pairs k so ap 5 dino main kisi bhi time trade open kr sktay ho. 5 dino main koi pabandi nai ha jis time marzi trade open kro.
                        • #27 Collapse

                          Re: kia forex maen trade kerny k leay time ki pabandi hy?

                          forex mai trading karny ky liye hamy aik time table baba ky kam karna chahey hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt trading kar sakty hain yai students or house wife's ky liye bohat ache job hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai dunay ky bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain is mai hamara koi boss nahi hota
                          • #28 Collapse

                            Re: kia forex maen trade kerny k leay time ki pabandi hy?

                            Forex main trade kerna kay lie forex time ki koe pabnand nahi hay. bus ye dekhna perta hay kay market open to hay na ager market close ho gi to ap ka order na lagay ga aur na hi pehlay order close ho sakay ga. is liye chution kay ilwa jab chahen ap apna account open close aur new trade laga saktay hain aur old ko band ker saktay hain.
                            • #29 Collapse

                              Re: kia forex maen trade kerny k leay time ki pabandi hy?

                              hello dear friend forex ma trading k darwaza 24 ganta open rehti hay ap jis waqt chain trading ker sakty. Kis waqt trading kerni chaey keh humain profit ho yeh her trader ka apna experience hota hy jo time guzerny k sath sath a jata hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: kia forex maen trade kerny k leay time ki pabandi hy?

                                Assalamualaikum dear friend Forex trading main kam karne ke liye time ki koi pBandi nahi Hum Jab Chahe Jis Waqt Marzi full time part time Jis Waqt time mile trading ka kaam karna chahiye kar lena chahiye isme time ji Koi limit nahi apni post AP 24 gente kar sakte hain Jitna aap Forex trading ko time Denge aapko itna hi accha profit hoga Forex is best business

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X