loss ka dar dil se nikalo
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ka dar dil se nikalo
    salam dosto,

    mene ye dekha hai log trading me her waqt dartay rehte hain k wo trade lagayengay to unko loss he ayega dekho dosto agar ap her 1 trade lagane se pehle darengay to hume apne achay entry trade point ko miss krdengay or dair se trade lagayngay to zaher hai hume phir loss he ayega na dosto esi lia hume chahe k hum apne dil se loss ka dar nikale dekhen agar ap confident hai k apne jo analyse keya huwa hai to ap phir us par trade lagadain sl and tp set krdain as per market support and resistance and time frame to us k bad ap ye dekhngay k apki maximum trades profit me tp karengi sahe waqt par sahe faisla krna bht zaroori hota hai dosto shukreya

    thread pasand aye hai to thanks par click zaroor karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    profit aur loss to trading ka hisa hen.jaha pe hamen profit mily to khushi hoti hy aur loss pe afsoos lagta hy.har time dar to rahta hy k kahen hamara account wash na hn jy.agar apko loss ho bhi jy to apni management theke rakhen aur loss ko next month mein recover karen.
    • #3 Collapse

      Man samanghta hon keh Trade Open karney se pahley achi tarrah sooch len aor Money management kar len yani Low Level ka Stop loss Low level Ka Take profit aor Minimum leverage size set kar ke Trade karren phir loss ki tension nah len aor apni trade ke profit aor dsrost honey par Check bhi rakhen aor Yaqeen bhi
      • #4 Collapse

        Yahan pay pheli baat to ye hy k loss ka dar aik trader k dil maen bethata kiin hh us ki wja ye hy k jab bhe app trade lalauch maen aa k kertay haen to us time app ko zeada profit ki umeed hoti hy but app loss ker dity yahan tak k account bje kai dafa wash ho jaty haen to ap ko chahy k start he money management say karean ta k app ko loss he na hoo our loss ka dar dil maen peda he na hoo start say he trade knowledge our money management k sath karean
        • #5 Collapse

          Loss ka dar jab tak traders key dil me ho ga esy traders kabi be confidence key sath trading nahi kar saken gey, confidence ki bahot importance hoti hay, loss ka dar agar khatam karna ho to lot size me kami kar deni chaye es se traders ko confidence ho ga key us ka account wash nahi ho ga aur loss be etna hi ho saky ga key wo asani se es ko recover kar sakty hey.
          • #6 Collapse

            jab aap koi kam krty hain ager us main aap negative yani lose ka dar rakrn gy to aap acha work nai kr pahen gy or aap ko lpse hota rhy ga ya lose k dar sy trading nai kr pahen gy. aap experience hasil kr k cofidence k sath trading karen to acha work kr skty hain.
            • #7 Collapse

              Loss or profit hr business ka hissa hn or sath sath chlti h..agr koi b tradr yeh soch ly k usy loss ho jay ga to wo iss fear ki waja sy invest hi nh kr pay ga or na hi wo mmentally satisfy ho ga iss trh hr waqt wo tension ka shikar rhy ga or mukamal focus nh kr pay ga ap business pr..may b ap ko loss ho skta h but iss ko dil sy nikalna chaye next time ap ko faida b ho skta h....agr ap loss k dar sy invest hi nh kren gy to ap ko faida kahn sy ho ga...
              • #8 Collapse

                Jo darr gaya Wo marr Gaya. Pakistan forum ne forex ki attractions ko barhaa diya hai aur uske saath bohat se logon k dilon se darr ko bhi door kiya hai q k usse kisi ka personnel financial loss nai hota bulkey agar koi trade against bhi jaye to Pakistan forum ka diya hua bonus hi zaaya hota hai.
                • #9 Collapse

                  yahin par wo bussines kar skate hain jis mein loss ka koi bhi khatra na kare warna apko is mein sachi hi loss ho sakta hai apko is mein ye soch kar enter hona hai k ap is mein money earn karne k lye aaye hai aur ap ko is mein profit earn karna hai
                  • #10 Collapse

                    g brother y bat to ap ki thk hai par jub logo k dil loss say darna chot jia to log meary khayal say aksar loss me he jia gay q k jub insan darta hai tub insan ka damnag bhot zayada kam kam karta hai...me ap logo ko exple dayta... ap log k hath me 1 daba pakra dia jia or ap ko bola jia k ap log is ko bain karo to ap logo say nai ho ga lekan jub ap logo k hath m ewo he daba phr say pakra dia jia or ap logo ko bol dia jia me ap k uper tazab phakny laga hun par ho wo pani to me ap k face k uper phank do to ap log dar ki waja say dugni takat aa jia ge or wo daba kub bain ho gia ap ko bhi pata nai chaly ga is he thara jub ap logo k dil say y dar he nikal jia ga to ap log kasay kam thk thara say kar pio gay...
                    :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
                    • #11 Collapse

                      apki sharing achi hay aur agr ap forex me zyada profit gain karna chahte he to is k lye ap ko forex trading m loss ka hona trading me nikalna ho ga aur loss ki waja se dil par bee na ley balke apna iradaa aur plan strong bana ley ta k ap loss se sekkh kar agay barhey aur forex trading ka loss dobara hasal kiya sakay aur ap ko forx trading me thori aur mehnat krni parhey gi jis k baad hi ap forex trading me success ho pye gey aur yad rakhey forex trading koi asan busines ya working nhi hay jis pr ap working krey to ko faida ho balke ap ko is par mehnat aur experience ki sab se zyada zroorat pahrey gi aur ap ko marke k analysis ka pata hona chahiye phir ap success ho pye gey.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Asslam o alaikom profit or loss trading ka hisa hai is liye loss ko le kar ziada parishan nai hona chahiye jaha sp ko acha khasa profit hota hai waha ap ko thoray bohat loss ka samna bi karna par sakta hai is ke liye ap ko already trading kartay waqat mentaly prepar hona chahiye or zida ghabrana nai chahiye

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X