Loss market ke wajh se nahe hamre galtyoon se hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss market ke wajh se nahe hamre galtyoon se hota hai
    ASLAMUALEKUM friends loss ke main wajh hamare galtyaan hote hain ke hum rules aur apne strategy ko proper follow nahe karty bus emotion main aa ke jaldi trade open kar laty hain phr niklne main bhe trade se itne he jaldi hoty hai iss lea hamen loss hota hai market ka koe qasoor nahe hota.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    M apki bt se agree krta Hun keun k forex trading m kisi ko bhi pta nhi hota k markit ki next movement Kia ha.different types k analysis hoty hen Jo k indicators ka kam bhi krty hen Jin ki base pe ham trading krty hen.agr to ye analysis complete hon to trade hmen faida details jati ha JB k agr ye analysis jaldi m kiye jaen aur bghair sochy smjhy trade put ki Jaye to loss hota ha aur ismein hnari apni ghlti ha markit ko ham blame nhi kr sakty.
    • #3 Collapse

      Asslam o alaikom actully you are right asal me sab trader aisay hi jald bazi se kam letay hai pher hath maltay reh jatay hai meray khiyal se ek achay trader ke ander paissions ka hona bohat zarori hai jab tak ap ke ander paissions ni hoti ap kabi bi achi trading nai kar saktay or ap ko ziada se ziada loss ko face karna par jata hai
      • #4 Collapse

        Bilkul sahi kaha hai ap ny agar ap bgair sochy smjhy trade open kary gy to apko loss hi hoga bohat kam aisa hota hai k ap soch smjh kar trade open kary or wo loss me chli jaye tab market news ati hai us k ilawa to aisa nahi hota.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Forex mai achi earning k liye market ka knowledge hona bohat zaruri hai. Aur uske saath pattern knowledge pe achi grip ho to aasani se achi earning generate ki jaa sakti hai

          اب آن لائن

          Working...
          X