Difference between currency trading and gold
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Difference between currency trading and gold
    Bhai mera khyal sa new members ka lya sab sa best option hota ha ka wo apni trade currency pai lagain kiun ka ya gold ka hisab sa zra aasan hoti hai aur us ka knowledge lana bahut he aasan hai hota hai ka currency opar ja rahe hai buy kran agr kam ho rahe tu sale kran
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bahi ap theahk kah raha hain currency pr trading karian gold trading krna bohot tufe hai gold pr trading krna s loss ka chancess zyada hai or currency pr trading krna ahsan hai is lia newbies ko chaya ka wo starting mai gold s bachain or currency par trading karain
    • #3 Collapse

      bhai jan currency trading bht easy hai apko rules and regulations Ka Phal pata hona chye New trading members ko forex trading ma shuru ma sirf currency trading krni hoti hai apko demo ma gold metal py trading krni chue ta ky apko behtareen andaza ho sky firex trading ma humen knowledge aor experience chye hai ta ky loss kam ho gold bht risky business trading instrument hai
      • #4 Collapse

        Asslam o alaikom i think so that gold or currency ki trading me thora sa farq hai gold ki trading me ap ko ziada risk lena parta hai jab ke currency ki trading me ap ko ziada risk nai lena parta currency ki trading me ap loss or profit ko mantain rakh saktay hai jab ke gold ki trading me ap ko mantain karna kafi mushkil ho jata hai so currency trading is best
        • #5 Collapse

          Jahan TK Mera opinion ha to new traders ko currency pair pe trading krni chahye keun k gold ki nisbat currency pairs m movement km hoti ha aur under control hoti ha JB k gold m movement bht zyda hoti ha aur new traders ko itna experience bhi nhi hota jiski wjha se wo control nhi kr skty aur loss kr dety hen.so currency pairs is best for new traders.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: nadeem401 پيغام ديکھيے
            Bhai mera khyal sa new members ka lya sab sa best option hota ha ka wo apni trade currency pai lagain kiun ka ya gold ka hisab sa zra aasan hoti hai aur us ka knowledge lana bahut he aasan hai hota hai ka currency opar ja rahe hai buy kran agr kam ho rahe tu sale kran
            currency pairs of gold Mein trading mein bahut difference Hai currency pairs Mein trading karte huye Agar Hame law soby Jaye Toh Hum usko recover kar sakte hain lekin Agar Hame Goldman loss ho to wo Bahut pehle se hota hai aur woh full osco recover karna bhi bahut difficult Hota Hai
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Gold aik big pair hay aik big item count ki jaati hay forex ki Gold pe work risky hota hay new trader kay liye jinkay paas experience currencies ka bhi nahe hota wo overall market ki condition nahe jantay Gold tou phir big move karta hay eski movement very risky hoti hay so without experience tou gold pe sirf risk he hay small account new traders ko sirf currencies pe kaam karna chaiye...

              اب آن لائن

              Working...
              X