forex main 10 percent earning karnay walonki kia nishani hoti hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main 10 percent earning karnay walonki kia nishani hoti hay?
    members maira aap sab say sawal hay k jo log forex main 10 feesad earning kartay hain wo kon log hotay hain aur unki qualities kia hoti hain ,aur agar ham sab un jaisa bnna chaye to hamain kia karna hoga?:1f631::1f631:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G Bhai hum sab un 10% successful logon mai aa sakty hain par uske liye is kaam ko seekh k aur samjh k karny ki zarorat hai. Humain logon ko success k phool to nazar aaty par usko haasil karny k raasty mai jo kaanty chubhy matlb jo mehnat ki hum Wo nai daikh rahy hoty. Kamyaabi kisi ki bhi meraas nai ha jis kisi ne bhi mehnat ki wo kamyaabi haasil kar laity hain.
    • #3 Collapse

      Bhai aisa koi indicator tou nahin hai kay kaun kaun 10 percent earning kar raha hai agar aap apna analysis karain aur dekhain kay aap kitni earning kar rahay hain aur aap uss hisab se logon ko dekhain tou phir aap andaza laga saktay hain kay kaun kitni earning kar raha hai
      • #4 Collapse

        Forex trading mai jo kuch percent log he hain kamyab trading karty hain aur iss Mai profitable b rehty hain . Maire khayal say forex Mai kamyab logon ke nishani yehi Hoti hai ke woh trading Kay doran patience say kam laite hain aur acha mouqa daikh kar he trade open karty hain . Aur important baat yeh ke trading Mai money mangemnt zaroor karty hain
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
          members maira aap sab say sawal hay k jo log forex main 10 feesad earning kartay hain wo kon log hotay hain aur unki qualities kia hoti hain ,aur agar ham sab un jaisa bnna chaye to hamain kia karna hoga?:1f631::1f631:
          Assalamualaikum Jeevan Mein Khayal mein aisa nahi hai Mere Pyar Mein Payal Mathe ki s official karte hain aur Unki kamyabi ka sirf ek hi good hai Kevvu property case news ko padhate Hai aur acche analyse Karte
          • #6 Collapse

            aap bilkul unn jasa ban saktay hain jasay 10% kamyab log hotay hain unkay andar mehnat ka jazba bohat hota hay wo through out success ki planning ko apnay saath le kar chaltay hain esliye wo kamyab hotay hain wo kabhi greedy nahe hotay khud ko planning aur discipline se chalatay hain khud ko best trader maantay hain
            • #7 Collapse

              Mere Pyare bhaiya Forex trading mai job under planning nahi karta usko loss hota hai trading Mein study karna padta hai market ko samajhte jao profit hasal Karte jao nuksaan aapko tab Hota Hai Jab aap market ko follow nahi karte trend ki against Jane se bahut loss ho sakta hai aapko
              • #8 Collapse

                bhai asy kise ko kya pata kon kitne earning kar raha hai y to phr ho ga jub ap log apna analysic logo ko show karo gay or phr ap ko pata lag jia ga k ap nay kitne earning ki or ap log har manth kitne earning kar rahy hai......
                :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
                • #9 Collapse

                  ager aap 10% kamyab trader main aana chaty hain to us k lie bht menat krni pary gi, aap ko time mange kr k market k sath wabasta rena ho ga or market ki har news ko follow krna ho ga or jis pair main aap trading krna chaty hain us main us k analysis ko ahci tarah smaj jahen phr work karen to aap ahcy trading kr skty hain. jab aap ki trading achi ho gi to aap kamyab traders main aa skty hain.
                  • #10 Collapse

                    Maen ny dost khuch earsa phely aik thread lageaya tha jes maen money ki compounding ka zikar kia tha jo k boht strong the mean aher appp kum profit ko accept kertay haen to pher app us maen asani k sath daily weekly our monthly tradd ker k us forex say kafe ache earning ker sagty haen to humean forex maen trade kerny k leay money managment ko lazmi follow kerna ho ga us say capital bhe safe rahy ga our earning bhe ache hoti rahy ge
                    • #11 Collapse

                      Assalamu Alaikum Dosto Forex chatting main Jaisa kya aapko pata hai Hum be on the floor Gomez Ja sakte hain Jo top Hote Hai Magar uske liye main Kafi mehnat aur Lagane Ki Zaroorat Hai Aur Hame Forex trading ke baare mein uski Kamar Kam Karne Ka Tarika aur uske baare mein Soch Na Chahat Karenge
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Forex trading business mein Jo log kaamyaab hoty han aur profit earn kartay han wo forex trading business mein sabar se kaam kartay han kiok forex trading business mein kaamyaab honey k liye sabar buht zaroori hy sabar se kaam kar k sabar se trading kar k aur greed na kar aur money management kar k trading kartay han tu kaamyaab trader ban saktay han aur profit earn kar saktay han

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X