Forex mein profit kam lakin loss zayada

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein profit kam lakin loss zayada
    Forex mein aisa kyun ho raha hai kay profit kabhi kabhi hota hai lakin loss seconds mein ho jata hai agar kisi ko aisa experiance ho raha hai tou woh apni trade details forum per share kya karain ta kay iss cheez ko hal kya ja sakay aur humain loss kam aur profit zayada ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Sobi apki bat thk ha magar basic fact yeh ha keh hm log jald bazi krty hain Km knowledge pa he heavy trading shuru kr daity hain aur jald bazi maim loss ka shikar ho jaty hain.apna pehly experience gain kren aur phr trading kren yeh lagta mushkil ha magr yeh aik haqeeqat ha keh isi main behtri milti ha aur phr hm ulta baim forum ko kr daity hain is lia sbh cheezon se bachen aur bas wait kren jb tk apka experience us level pa ni a jata keh ap confident na ho jaen. Thanks
    • #3 Collapse

      forex main loss zaida or profit kam ka masla aisay logo k sath hi jis ko trading or market ka movement ka nai pata aisay logo ko loss ya profit nai hota balke us ki qismat faisla karty hai loss ho ya profit achay or good trader ko kabi zaida loss nai hoty wo tarbiat yafta hai
      • #4 Collapse

        dear loss r profit saath saath chaltey rehtey hain....jab ham profit ka itni khush dili say istiqbal krtey hein....to loss ko bhi isi tarah qabool krna chyhe...han ye hay k apni taraf say is say bachnay ki koshis zaroor karni chyhay.
        • #5 Collapse

          yes dear Pakistan Forex forum Sare Jahan bonus Ansal karte hain uske upar Jitna many experiences in Kiya Hai Woh Baat Sahi Hai Kehne forex market Mein loss Jyada hota hai aur profit kaam Hota Hai.
          Hame chahiye ki hum jaldi forex market me trading kare Apne analysis achha Rakhe aur secondly Hame support or resistance area ke upar trading Karni chahiye
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            dekhy gee ap ki baat sahi h aur achi sharing ha is lye ap ko jab bee forex me trading baaz oqaat zyada profit de deti ha aur baaz oqaat trading zyada naqsaan de deti ha kio k forex trading faida mand bee aur naqsaan de bee to is lye ap ko forex trading me investment koi mistake se loss hi na ho jye aur ap ko paise leney k daine naa parh jye is lye ap ko risk kbee nhi lena chahye aur ap ko agar trading me profit hasal ho raha h to hi ap ko trading me high risk lena chahye warna ap ko risk nhi lena chahye.

            اب آن لائن

            Working...
            X