FOREX fact: 2

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    well my dear friend, aap nay theek kaha hai, jesa kay hum sub he jantay hain kay forex trading ka business america say shuru hua hai tou zahir si baat hai kay iss mein major share aur investment u.s dollars mein he hogi, aur phir jab ye puri duniya mein spread hua tou bhi iss mein majority loag u.s dollar ko he apni currency kay tor pey invest kartay hain...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      janab usd dunia ki no1 aur powerfull currency hai janab aur international level pe usd aur eur ki deal mei log zyada intrested hoty hein aur hum jo earning karty hein is forum se woh bhe usd mei karty hein
      • #18 Collapse

        G bhaei eisa hi he forex trading min sab se eham currency jo he wo he United states ka dollar aur ye dollar hi sari currency pairs ka daromadar bhi tamam currency pairs k mutabiq he. Hum es karobar min jab bhi work karte hin to humin ye pata chalta he dunaiya ki sare business aur sare karobar ka daromadar usd pe hi hota he because American currency hi tamam business ka daromadar he.
        • #19 Collapse

          U. S. Dollar aik international currency hai jo world wide istemaal hoti hai aur duniya ka sara karobar US dollar pr chal raha hai issi tarha forex ka bhi ziada se ziada US dollar pr inhaysar hai
          • #20 Collapse

            g han usa dollar is waqt aik international level per leading currency samja jata hay aur forex trading main bhe ye 50% say zyada trade ki jati hay aur isi laye wo currency pairs jin main usd ho in ko major currency kaha jata hay kuinkay in ki market fast move karti hay
            • #21 Collapse

              zyda ter market U.S dollar ki base per up doen hoti hai or yaa aik online bussnees job hia or zaida tar online bussness job dollar par he ki jati hia is liya dollar important part hia or is ki value b zyda hai
              • #22 Collapse

                Yes you are say the right hat the dollar is the main roll in the Forex market. In short we can at that the all transection is deal in the dollar.
                We can say the dollar is the base currency.
                • #23 Collapse

                  is main dollars main kam hota hay humain market main agr success hasil karni hay to humain currecny pairs ko select kar kay kam karna ho ga jis say humain trade main earning ho gi
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #24 Collapse

                    han aesa hai lekin usd ke ilawa bhi bohat sari currencies hain jin se ham ko forex ke business me kaam karne or us se kamane ko mil sakta hai me crude oil ka trader banna chahta hon or starting se he mene abhi tak oil per focus bana kar rakha hai apna .
                    • #25 Collapse

                      forex trading aik bohat acha business hay eska humari life par bohat asar hota hay so agar hum esko sahi say learnkar kay run karen gay to bohat achi earning kar sakty hay bs humay manage kar kay run karna hota hay
                      • #26 Collapse

                        Ap forex market main agar trading ker rehy hain tou jesy ky dollar aik international currency bhi ban chuki hai tou I think ky forex market totally dollar ky sath run kerti hai jesy ap kei aik pairs main dollar per trade kerty hain mean ky her currency ka comparison dollar sy kia jata hai aur apko profit ya loss bhi dollar currency main hota hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          hamain jis pair main trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur experience hasil kar k hi hum real main earn kaein gay aur currency main learn kar k hi trade karni ho gi greed ko avoid karna ho ga

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X