basic knewledge information

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    basic knewledge information
    forex trading business mein new trader k liye zaroori hy k wo forex trading business ka basic knewledge lazmi hasil karain basic knewledge mein ap ko trading karne ki kuch samjh aa jati hy aur forex trading business business mein basic knewledge information zaroori hy is se ap pata chlta hy k trade ko kis traha open karna hy close karna hy aur stop loss aur take profit ko kis traha use karna hy basic knewledge k baghair real trading start nhi karni cahaiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    trader ko basic knowledge hasil karny ki bht zarorat hai agar ye basic knowledge na hasil kia to hum achi trading nahi kar sakty or na hi hum achy trader ban sakty hain or basic main sb sy pahly lot size ka khyal rakhna hai or dosra take profit or stop loss use karna hai or agar trade le li hai ti kabhi b panic nahi hona k is currency ko to up jana tha to ye down ja raha hai to is k liye pareshan hony ki zarorat nahi hai q k hamara lot size thek hai ye basic hain .
    • #3 Collapse

      G han ap ki bat bilkul thk hy ke forex trading kerny ke liy basic knowledge ka hona bahut zarory hy jub tak ap ke pass basic knowledge ni ho ga ap trade start hi ni ker sakty, basic knowledge pehly step hn forex main enter hony ke liy ya ap in ko ap stairs bh keh sakty hn
      • #4 Collapse

        forex mein trading k lye zarori hy ap trading sekhen aur basic chezo pe tawaja dain.agar ap yaha pe kamyabi hasil karna chahty hen to.kisi bhi field mein basic information bhot zarori hy warna ap agy nhe barh sakty.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Arfanali92 پيغام ديکھيے
          forex trading business mein new trader k liye zaroori hy k wo forex trading business ka basic knewledge lazmi hasil karain basic knewledge mein ap ko trading karne ki kuch samjh aa jati hy aur forex trading business business mein basic knewledge information zaroori hy is se ap pata chlta hy k trade ko kis traha open karna hy close karna hy aur stop loss aur take profit ko kis traha use karna hy basic knewledge k baghair real trading start nhi karni cahaiye
          Forex trading Mein Jod new trailers Aate Hain unko chahiye ke woh Forex trading se start karne se pehle Forex trading ki basic knowledge zarur Hai Uske Bina Woh trading start Na Kare Kyunki Agar Hame Forex trading ke basics ka hi nahi pata hoga to hum trading kaise kar Sakenge
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Yes dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k hum agar ais market mai kaam karty hai to hum ko phly ais market ki basic k bary mai pata hona chaye k ye market kaisy kaam karti hai aor ais mai kai hota hai kun k log ais mai kaam kar rahy hoty hai magar aun ko ais ka pata hi ni hota aor wo apna loss karwa lety hai ais liay ais k bary mai pata ho ga to loss se bacch sakty hai.
            • #7 Collapse

              G ha agar ap k pass forex trading ki basic information ya zyada general knowledge ho ga jis ki waja se ap forex me success ho saktey he jis k banyadi aur main waja ap ka basic knowledge hi kirdaar ada karta h jis ki waja ap apni trading ko sab se bahter bana kar apney ap ko bahter bana saktey heaur aap jab bhee fore trading me o to ap k pas forex ka basic lazmi hona chahye phir hi ap zyada forex trading me bahter performance dikha kar achi earning krey gey is lye ap ko chahye k basic knowledge ko zyada se zyada knowledge hasal karne ki koshish krey aur ap aik professional trader bee ban sktey he aur ap ko bus sirf trading seekhne ki dair hoti ha jis k baad trading krna asaan ban jata hay.
              • #8 Collapse

                G hn dosto forex trading ma jo b koe new trader ata hy os k ly zroori hy k os k ps agr zyda knowledge ni hy to kam sy kam os k ps basic knowledge to hona chy basic knowledge ma os ko pta ho k trade kya hoti hy or ye kesy lgaty hy os k buy or sell k use ka b pta ho k buy kb lgaty hy or sell kb lgaty hy or os ko money ko mange b krna ata ho trading ma kiun agr ye na aya to ap ka account b wash ho skta hy es k bd os ko candle or pip wgera or stop loss or take profit ka pta ho or os news reading ka b pta ho ye basic cheez zroori hy koe b new trader k ly
                • #9 Collapse

                  haan forex ka basic knowledge aap kay liye ehmiyat rakhta hay agar aap ko basic bhi nahe ata hoga tou aap kasay strategy ko pick karain gay muhskil hoga main experience main knowledge zaroori hay aap ko basic mei support and resistance aur candles ki samajh must honi chaiye
                  • #10 Collapse

                    G han bilkul forex trading main agar cahte hain k ap chi aur kamib trading kare to us k liay ap k pas bacis knowledge ka hona boht zarori hota hay tak hi ap ache analysis kar pate hain aur ap k pas jitna zada knowledge ho ga ap ko trading karne main ytnu asani ho gi aur ap ko pta ho ga k kab kis point par hum ne trade lgani hay tradeing main knowledge ki boht ehmiat hay
                    • #11 Collapse

                      Kafi achi knowledge share ki hy ap ny kisi bhi new trader ko forex ki basics ko smjhy bgair forex mein real part ni lena chahiye kiyon k bina basic knowledge k humein kuch malom ni hota k hum ny kiya karna hy forex kiya hy hum forex mein kiss liye aye hein forex trading ki basics ko lazmi smajhna chahiye
                      Removed by moderator.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Aslam o alikum dost apny tick bola hai. Instaforex online business kaliya experience basic knowledge ka hona zaroori hai. Kio key agar apky pass experience na ho tu kasy kam kary ga.basically knowledge must hai. Kio key real business kaliye experience use kary tu apko faida ho ga

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X