Gold is better than currency pairs
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold is better than currency pairs
    Dear friends jaisay k hamien PTA hai k gold mein trading sy ziada profit milta hai q k gold mein ziada market move Karti hai lekin currency pair mein aisa nahi hota currency pair mein kam profit hota hai.ap log Kia kehty Hain starting mein trading Kia par karien gold ya currency pairs par?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gold trading k lye acha ha but jtni taizi se es me profite hota ha utni hi taizi se loss bhi ho skta ha.es lye gold pe wohi log trading krean jin k pass investment achi ho aur wo ache traders bhi hn jo market se profit nikalna janty hn.
    • #3 Collapse

      Mere kheyal men Gold par trading se bachna chahiay khass kar new log aor kam account waley to billkull nah karren keun keh Gold ki Spread hee itni zeada hoti ha keh trade Open kartey hee kam az kam lag bhag 80 points Loss se to aap ne shurro hona ha aor Loss recovery Honey tak ho sakta ha Market aap ki Trade ya tawaqqoh key Opposit challi jaey iss liay Gold Trader ka Highly Expert Senior aor Purana hona Zarori ha
      • #4 Collapse

        gold ho ya curency donu ki apni ahmeat hy.gold ki marke bhot tezi se move karti hy jabky currency slow hoti hen.jaha gold profit jaldi deti hy waha account wash bhi jaldi ho jata hy.trade k lye donu best hen.jis ki samajh aa jae usi pe trade karen.
        • #5 Collapse

          Gold ki movement zyada hotiii hay is liye kam waqat mein loss ya profit ho jata hay aor gold mein zyada profit hasil kiya jat hay other curiences ki nisbat... Curiency k pairs k movement slow hotiii hay aor long term trading sy hi is mein prodit hasil kiya ja sakta hay shot term traders zyada tar gold mein trading karty hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Shehri پيغام ديکھيے
            Dear friends jaisay k hamien PTA hai k gold mein trading sy ziada profit milta hai q k gold mein ziada market move Karti hai lekin currency pair mein aisa nahi hota currency pair mein kam profit hota hai.ap log Kia kehty Hain starting mein trading Kia par karien gold ya currency pairs par?
            gold Forex trading Mein sabse Zyada risky business community Hai Mere Khayal Mein Tu gold Madrid karna Ek bahut Hai Mushkil kaam hai main gold Mein trading Karta Raha Hoon Lekin ab main Soch Raha Hoon ke gold Mein trading chodkar currency pairs Mein trading Karoon us mein profit slow hota hai lekin loss ke chances bahut kaam hai
            FRD 07 TRADING JOURNAL

            اب آن لائن

            Working...
            X