Bohot sarey friends yeh sawal kartey hein keh apne emotions ko kese control kiya jaye, mein apko behtareen yeh mashwara dunga keh agar ap se emotions control nahi ho pa rahey to aap apne liye aik plenty set karo keh agar mene bari trade lagai aur emotions control na kiye to plenty hogi ke 2,3 din ap ne bilkul market ko nahin dekhna ya aap apna account ya password kisi aur ko dedo keh jab mn ghalti karu aap aik week keliye mera account pass change kar do, Yeh aik example de raha hun is trha aap koi bhi plenty apne liye set kar saktey hain aur apne emotions ko control kar saktey hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим