Agr confidence acha hai to Kia ham ko acha profit mil sakta hai???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agr confidence acha hai to Kia ham ko acha profit mil sakta hai???
    Assalamualaikum all dear forex member Kia p Meri bat SA agree karty Han Kia keh agr ap full confident Han to AP lot acha profit mil sakta hai ku keh apka confidence bhi bahot depend karta hai apki trading pa to AP Kia kehty Han...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Han agr apko is bat pa confidence ha keh ap jo trade laga rahy hain woh apne analysis k bad aur confident hain keh yeh apki favor main ha phr to bat maan li jay gi keh profit ho ga aur agr ap fazool main confident hn magar woh trade ap k against ja rahi ho to phr koi faida ni. Hamesha apna confidence ko positive rakhen na k woh bad main over confidence ban jay. Thanks
    • #3 Collapse

      g han confidence aur knowledge hi se to yaha pe trading hoti hy.apka confidence apky knowledge se hi improve hota hy.time guzarny k sath sath donu chezo mein ezfa hota jata hy.aur apki trading behtar hoti jati hy.kisi bhi busness k lye confidence bhot zarori hy.
      • #4 Collapse

        G han dear forex trading main confidence ko bahut importance hasil hy, ap confidence ko yaqeen bh keh sakty hn, jub tak ap ko apny trade per confidence ni ho ga ap profit ni bna sakty, forex main ager ap ne confidence hasil kerna hy to ap ko forex ka experience aur knowledge bh hona zarory hy
        • #5 Collapse

          Jnb apki bat thk hy pr buht short ki ap ny bat. Q k confidence tb e hota hy jb trading ka knowledge aur experience ho aur zahiri c bat hy jb experience aur knowledge ho ga tu confidence ay ga aur is confidence sy hm apni trading ko bharpoor treqy sy kamyab kr skty hn. Is lye knowledge gain kren aur experience trading sy gain kren phr confidence sy trading kren gy.
          ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
          • #6 Collapse

            dear Agar Hamare Paas forex market me confidence achha hai to Hame Pata hona chahiye ki market Mein Jab Hum trading Karte Hain To Hame achche analysis aur aap kya sakte hain ke forex market Mein achha confidence gain Hota Hai second half ko pata hona chahiye ke forex market Mein I'm a stable kaam karna chahiye Uzma training Karte Hain.
            aur aap ko pata hona chahiye ki Jab Hum Khud hnss kar sakte hain to Hame Apne Upar achha confidence Lena chahiye aur Agar confidence at home a sport or resistance area ke upar trade karna chahiye
            • #7 Collapse

              Yes brother agar apke ander aik acha confidence ho aur uske sath sath apke pas acha knowledge aur experience ho to aap kabhi bhi is business mein fail nahin ho saktey hain aur confidence is business mein bohot hi ziada matter karta hey aik acha confidence hi apko aik acha trader bana sakta hey
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                salam dear members confidence bht zada important hy forex trading me agr hm confident hy to profit bna sakty hy magr confidence bhi knowledge ar experience sy milta hy agr hmary pass yeh dono cheezy hy to hm profit bna sakty hy so confidence bht bht bht zaruri hy
                • #9 Collapse

                  Waa alaikum salam bhai trading Mai confidence k saath knowledge bhi hona zaruri hai aur market ka experience k market ki movement kya chal rai hai aur uske baad jo lot li hai uspe confidence ho to hold kiya jaye to definitely profit acha haasil kiya jaa sakta hai
                  • #10 Collapse

                    han yehi cheez to hote he jis k pas confidinc he wo achi tarhan se trade karv sakta he aor yahan se kuch nhe bahut kuch hasil bhi kar sakte hen yehi confi diceinsan ko kamyab bnata he
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: atif111 پيغام ديکھيے
                      Assalamualaikum all dear forex member Kia p Meri bat SA agree karty Han Kia keh agr ap full confident Han to AP lot acha profit mil sakta hai ku keh apka confidence bhi bahot depend karta hai apki trading pa to AP Kia kehty Han...
                      Agar Hame apni trading pe confidence hai aur hum Apne analysis baby confidence Karte Hain To Hum Forex trading Mein zaroor successful ho sakte hain Kyunki Jab Hame confidence hoga to hum decisions bhi acche nahi Sakenge
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Bikol dear agar ap ka trading mein confidance level acha hay yaniii market ko smjh kar achy analysis k sath market mein in hoty hain to ap acha profit hasil kar saktu hain confidance k sath trading karnay waly traders hi forex trading mein success hasil kar sakty hain... forex mein confidance aor patience rakhna baut hi zaroriii hay is base py ap achiii trading kar sakty hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X