Lot size capital k hesab say he lena chaheye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size capital k hesab say he lena chaheye
    Bilkul right bat hai k jab be lot size le jae tu capital k hisab say he le jae q k jab ap lot size ziyada loge apne margin level say tu risk kafe ziyada bar jata hai jeski waja say ik single trade be agar wrong chala jae tu over all account risk par hota hai es leye small lot size aor capital k based par lot size lena he aqal mandi hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhae ap nay sahe bola hai humean forex main lot size apny bonus account capital ko diekh k leni chahy ager app us main 100$ account k oper lot size bare lagain gay to pher us main yahi ho ga k app ka account aik ya do din main zero ho jeay ga gold silver k oper trade jab tak acha experience na ho jeey na karen koin k un main kafi loss hota hai un ko trade karna samjhna mushkil hai
    • #3 Collapse

      G han bro ap ki bat bilkul thk hy ke hum ko lot size apny balance ke hisab se lagany chay keon ager balnce kum ho ga aur hum lot size bada laga dain ge to hamara account safe ni rahy ga aur loss ho sakta hy, khush trader emotion main a ker lot size ziada laga daity hn jo ke loss ka bais ban sakta hy
      • #4 Collapse

        yes of course forex market Mein Hame Hamesha lot size Apne capital ke sabse Lena chahiye aapko Pata hona chahiye Ki Zid Na Hamara capital forex market Mein Hamare Paas.
        1000 US dollar ka capital hai apne instaforex bonus account Mein Tum Hame 1.0 ki currency ke upar lot leni chahiye aur agar humne Gold ke upar training karni hai mommy 0.10 ki lot size increase nahi karna chahiye
        • #5 Collapse

          agar hum risk reward ko dekh kar lot siz lagatey hein to us se apka loss bohot hi kam hota hey aur uske liye apko kam se kam percentage par account par trade karni chahie to phir hum is mein kamiyab bhi ho saktey hain aur is mein agar loss bhi ho jaye to hum loss kam aur profit zia\da kartey hein
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            lot size me kami aur es ko zeyda lagana capital par hi depend karta hay agar capital kam ho aur ham ne zeyda lot size lagaya ho to mery khayal es ko achi trading ham nahi keh sakty hey, capital agar zeyda ho per be hamari koshish honi chaye key risk ko reduce kia jaye to lot size ko kam se kam laga dia jey.
            • #7 Collapse

              Money management bht zruri chz ha forex mein.sirf trads ko profit me close krna hi kafi ni hota us k sath sath money managment ko bhi dakhna hota ha.aur sb se zruri chz lot size ha.jtna ap ka balnce ho ga us hisab se risk laina ho ga.agr ap aisa ni krean ge tu ap ki kuch trads hi account ko wash kr daen ge.different log different risk ki strategy pe kam krty ha.but mera mashwra 2% per trade lot size rakhna ziada behter hoga.
              • #8 Collapse

                My trading fellow app easa he karean gay to pher he app ki money management ho ge our pher he ap trade kar k apny capital k oper mamage risk laen gay our pher he is maen app ko ache earning ho hee forex maen dosto mehnat boht he liken jo kerta hy us ko us maen ajar zaror milta hy app bhe mehnet ker k forex ko seikhain pher he app ko is maen acha profit earn ho ga our kamyaabi milay gee
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  g bhai aik acahy trader ka lot size iss kay capital or market conditions per vary kerta hay ager market movement definnite ho yaani pakki or tez yaani achi movement honi ho to lot size increase kiya jaa sakta hay otherwise lot size ko capital kay mutaabiq use kerna chahiye jis may capital safe ho

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X