Robot Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Robot Trading
    Hamy robot trading sy bachna chahiye ek to us me loss ka khatra or dusra us sy hmari trading zra b behtar nahi hogi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam o alaikum dear forex members.
    Bhai har bandy ki aik apni strategy hotu ha magar main yeh kahn ga keh robot trading se behter ha ap manual trading kren is se apka experience improve ho ga magar robot trading se experience main koi khas faida ni ho ga.
    • #3 Collapse

      main khud bhe dost robot trading k haq main nahe hoon koin k us say humean kafi loss hota hai robot bhe scalping trades ki tarha app ko aik din to profit day ga ya aik week lekin aik time aey ga k appp ka achy capital ka account robot chand mintoun main wash kar day ga app ko humesha forex ko siekh k our pher us ko manual kerna ho ga pher he us say app ache earning ko possible earn ker pain gay
      • #4 Collapse

        main bhe bhae robot trading ki favor main nahe hoon koink meri aik dost use kr rahi the phelay khuch din to profit achaa hoa hai likin pher akheer aik din us ka 3000 usd ka account robot nay aik din main wash kar deaya isi leay main bhe manual trading k favor main hoon us main start main loss hota hai jo k her trader kerta hai likin us say preshan ho k trading ko chorna nahe chahy aik din app ki mehnat ka sila Allah tala app ko dain gay or app ko kamyaabi milay gee
        • #5 Collapse

          dear members robot trading Ek software hai jo bahut expensive hai Aam Aadmi isko purchase nahi kar sakta hai isko purchase karne ke liye aapko million dollars chahiye Hote Hain jo aapko perfect trading analysis signals provide karta hai Robo trading ke liye aapko market ka big trader investor hona chahiye Takia Whisky price ko afford kar Sako all the time robot trading profitable nahi hoti robot trading first market Mein Fail Ho Jati Hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: abcd2 پيغام ديکھيے
            Hamy robot trading sy bachna chahiye ek to us me loss ka khatra or dusra us sy hmari trading zra b behtar nahi hogi.
            Mere Khayal Mein To traders ko robot trading nahi karni chahiye Kyunki robot trading karna new se traders ko Khud kuch karna nahi aata Aur Woh Jab robot use nahi kar sakte to helpless ho Jate Hain
            FRD 07 TRADING JOURNAL

            اب آن لائن

            Working...
            X