How do you cope with being frustrated or discouraged?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    forex trading main jab kabi hamen loss ho raha ho to hamen forex trading main confues nahi hona chahye bal ky hamen forex trading main controle karny ki ability create karni chahye .forex trading main loss continew hony par ham markeet ko hegde kar sakty hen or forex trading main huge loss sa bach sakty hen .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      janab jab ap loss me ja rhy hn to kuch time k leay trading stop kar den. is k bad khud ko tyar kar k ak plan k sath trading start karin INSHA ALLAH ap ko faida ho ga next attempt me.
      Life is never boring, if you have naughty mind.......;):o
      • #18 Collapse

        forex trading mien apko chahiye ke ap is mien apne emotions ko control karena ur is mien ap kabhi bhi panic nahi hon is mien agar ap tareeqe se trading karenge to hi ap is mein kamiyab hosakte hian.
        • #19 Collapse

          is main humain mayoos ho kar kam nai karna ho ga magr humain trade main hard work kar kay kam karna ho ga jis say humain practice kar kay kam karn aho ga jis say earning ho gi
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #20 Collapse

            mene kabhi bhi market me zid kar ke trading nahi kari hai tension ke sath me market me trading nahi karta hon hamesha us time he mene kaam kara hai forex me jis time mujhe asaani hoti rahi hai agar trading me aap hardworking karen ge or learn kar len ge to phir aap araam se kama len ge or tension me frustrated me kaam karne ki zarurat nahi pare gi .
            • #21 Collapse

              Hamain apney morale ko high rakhna hy aur disappoint nahi hona. Yeh aik profitable business hy aur is ko continue rakhna chaheye. Yeh aap ki life ko change kr sakta hy aur aap kye future ko secure kr sakta hy. Yeh aap ki wishes ko poora kar key aap ki family ko support karta hy aur aap ko strong banata hy.
              • #22 Collapse

                Is kam main kabhi kabhi frustration bhi ho jati hy aur insan discourage ho jata hy. Lekan hamain disappoint nahi hona chaheye aur mustaqil mizaji key sath kam kartey rehna chaheye. Agar aap consistently profit lena chahtey hain to forex ko daily basis par learn krain aur different opinions ko study krain takeh aap sath sath motivate hotey rahain.
                • #23 Collapse

                  Jab ap musalsal loss kerty hian to pher ap thora tang aa jtay hain par loss ki waja jab app ki greed our apni mistakes hoti hain to pher dobara say hard work kerta hon
                  • #24 Collapse

                    forex trading main agar hum khud par trust karen gay tabhi esmain kamyab hon gay so humay chahiey keh trading ko seekh kar apny upar trust ko aur ziada improve karen tabhi esmain acha reh sakty hay
                    • #25 Collapse

                      Koi bhi forex market main trading kerty huey tab frustrated ya discouraged hota hai jab woh forex market main jab bhi investment ker ky trade open kerta hai tou usy loss hi hota hai so same state sy bachny ky liay starting main hamain her haal main stop loss aur take profit select ker ky trading kerni chahiay
                      • #26 Collapse

                        is main hmaian trust hai tou hi hum is main kam karty hain so hamain market main learn kar k hi trade karni ho gi tba hi hum sucess hon gay aur rules ko follow kar k hi trade karni ho gi tab hi hum earn karein gay
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          G dear agr ap ko zada lose ho rha ha tu ap ko trading bad kr deni chaiye ur is ma menat krni chaiye ye hamre liye sab se important ha hum is ma bohat kuch hasil kr saktw hein hume ia ma experience hasil krna chaiye

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X