Bare khuwaboon ke lea mehnat bhe bare chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bare khuwaboon ke lea mehnat bhe bare chahye
    ASLAMUALEKUM friends forex main koe shak nahe itna potential hain ke aap ko kahan se kahan pohancha de lekn yeh kamm raat o raat nahe hota gradually ap ko kahan se kahan pohancha sakty hai lekn iss ke lea ap ko mehnat bhe karne pare ge ap ko time dana ho ga aur wo bhe uss waqt jub ap ko in return kuch bhe nahe aae ga apne raaten dane hoon ge forex ko apne qeemte time se phr ap iss position main asakte hain ke forex ap ko ameer bana de khud mukhtar bana de
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han future mein succesful trader ban'ny k lye kuch extra work ki zarorat hoti hy.big game khelny k lye apko big dijits ki zarorat hoti hy.apny account ballance ko zyada karny k lye bhot sari mehnat ki zarorat hy agar ap apny bary bary khawab pory karna chahty hen to abi se planing karni ho gi jis mein extra
    • #3 Collapse

      Dear agar ap kuch hasil krna chahty hain to apko mehnat ki bhi zaroorat ho gi. Main yeh kahn ga keh aik banda chahta ha keh paisa ziada ho to usi hisab se mehnat bhi kary magar aik bat zehn main ho kabhi jald bazi aur lalach na ho hamesha acha sochen. You will rewarded
      • #4 Collapse

        Yes dear jitna bara target hasil karna dunya mehnat bhi utni hee bari karni partee ha iss liay forex trading men muharat keliay aor profit hasil karne keliay zarori ha iss ke har pehlo par ghor kar ke uss ke bare men zeada se zeada illam zaor Tajarba hasil karren
        • #5 Collapse

          G Bhai agr AP ka Barry khawab hai aur AP aik achi aur we'll manage life guzarna chahty Han to apko us jasi mehnat bhi karna pary get ku keh forex mein bahot mehnat ki zarurat hai aur agr apka khwab Barry Han to apko mehnat bhi apny target ko samny rakh Kar karni chahya ...es Lia AP bahot mehnat Karan ...
          • #6 Collapse

            Brother theak kaha hay ap nay forex mein achiii earning ki ja saktiii hain wo is bina py k agar mehnat ki jaye forex k bary mein knowladge hasil kiya jaye... Practice sath sath jariii rakhiii jaye, apny seniors ko follow kiya jaye to achiii earning ki ja saktiii hay aor apny khaabon ko pura kiya ja sakta hay mehnat k baghair ap apny khaab pury nai kar sakty
            • #7 Collapse

              G han ap ki bat theek hay forex trading main agar ap success hasil krna cahte hain aur aik ache trader banna cahte hain tou is k liay ap ko bibt mehnat karni karti hay tab ja kar aik ache aur kamiab trader ban pate hain agar ap ye siche k ap aik din main hi is main rich ho jain gay tou aesa bilkul nai hay ap ko acha trader banne main time lgta hay tab ja kar ap is ko samjh pate hain auraik ache trader ban pate hain
              • #8 Collapse

                agar hum khwab bady daikhy gay to hum market main kamyab bhi tab he ho paty hay jab hum esmain mehant karen gay kyun keh mehant kar kay aur knwoldge ko enahcne kar kay trading karen gay to he humari trading achi aur ebhtreen ho sakti hay e sbusiness main khoob time daina chahiye esmain mehnat karnay main he faida hota hay
                • #9 Collapse

                  dear member bry khwab pory krny k liy mehnat b bari krna ho g zyada sy zyada hard work krna chahiy ta k experions hasil kr k suseces hasil kr k apny khwabon ko pora kr saken
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    dosot agr ap ny forex trading ma bry khwab dkhy hy ap ny forex trading sy expect kia hua hy k ye ap k ap life style ko change kr dy ga or ap es trading ko kr k poor sy rick ban jy gy or ap es ko apni income ka source bnaya gy to dosto es k ly zroori hy k ap mhenat b bri or bht zyda krni ho gi phr he ap success ho pya gy lkin agr ap ny khawab to bry rkhy hua hy lkin ap mhenat zra b ni krty hy to aisy phr bt ni ban pya gi aisy to ap ko loss he ho ga profit ni ho ga

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X