Jab failure pe failure ho tu kiya decision laina chaheye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jab failure pe failure ho tu kiya decision laina chaheye
    Har trader apne ap ko tek tarha say judge kar sakta hai k aya wo teek simt mai ja raha hai aya oskay trades successful ja rahe hai ya nahe so jab apko realise hojae k ap fail ho rahe ho har point par tu apko serious decision laine hongay apko trading stop kar k pehlay apne ap ko es kabil banana hoga k ap dobara fail na ho apko wo sub kuch karna hoga jo ik professional trader k leye zarore ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jab apkn musalsal loss ho raha ho to hemen chahye k apny apko factory rest mod pe ly k aen aur nae sery se trading shoro karen.aur apny kisi expert friend jo earning kar raha hy us se trading karna sekhen.apny ap time zaya karny se behtar hy ap friends se aur internet se help lain.apni trading stratgy change karen ye kam jaldi karna chahye auq time ko zaya nhe karna chahye.
    • #3 Collapse

      dear friend agr hmy musalal loss ho rha ho to hmy analysis ki zarurat hy sochny ki zarurat hy ky kin wajh sy hamen loss ho raha hy ar apni mistakes ko find krny ki zarurat hy ar seekhny ki zarurat hy qk hm forex me usi wqt loss krty hy jb hmary pas knowledge proper nhi hota
      • #4 Collapse

        dear kisi bhi kaam ko start karnay k liye hamain us main kaafi skills honi chaye aur jub hama aisa na kar sakaingay tab hamain lose he hoga aur agar skills k bawjood bhi hamain lose ho to hamain us kaam k trials lainay chaye ,mean hamain demo pay mazeed practice karni chaye jis say hamara experience increase hoga aur lose k chances bahut kam hongay hamari paraisahania bahut kam hongi.
        • #5 Collapse

          agar musalsal loss ho raha ho aur traders failure par failure ho to esy me traders key pass 1 hi option hota hay key wo trading stop kar ley aur market ko analysis karna start kary aur trade open karny key ley batter time ka intezar kary.
          • #6 Collapse

            Asslam o alaikom agr ap ko musalsal loss ho raha hai to ap ko trade karnay se pehlay is ke baray me malomat ikhati kar leni chaiye tak ke ap mazeed loss se bach sakay ap bar bar fail tab hi hotay hai jab ap ko expirians na ho to ap ko is ka expirians hasil kar lena chahiye
            • #7 Collapse

              nakami pe nakami ka milna ess baat ka saboot hota hay kay aap ki trading mei problem hay aap mei kahin kami hay jo aap ko trading mei kamyab nahe honay de rahi aur actually wo mistakes hoti hain jo aap possible hay kisi discipline kay tehat kaam nahe kar rhey hotey ya aap ki kay paas achay analysis se trading karnay ki kami hoti hay
              • #8 Collapse

                agar koi trader fail horaha ho tou usko serious decision ki bohat compulsory zaroorat hoti hay har trader ka apna aik method hay working ka khud ko analyze karna bhi barri ehmiyat hay agar koi trader failure ho usko chaiye wo sochay kay kya wo sahe jaraha wo jasay working kr raha ya jo skills wo rakhta hay kya wo enough hain ya nahe main problem kya hay faily honay ki then wo next success ki taraf hoga...
                • #9 Collapse

                  agar loss ho jaye to humay market main jald bazi nahi karni chahiye kyun keh jald bazi main market main earning nahi hoti ulta humay market main loss ka samna karna parta hay aur esmain humay sahi time par trade karni chahiey kyun keh sahi time par trade kar kay he hum market maina cha profit bna paty hay aur safe reh sakty hay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum jab failure hota ha to per hum ko some time ka leya forex ko ignore karna chaheya to per hum ko acha mind banta ha to per hum ko chaheya ka hum forex ko join karna start karda to best rahaa ga..........

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X