Trading planning sae karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading planning sae karain
    Forex trading mein planning ko bahut aeham samjha jata hai aur mein tou kehta hoon kay humain trading mein beghair planning kay aana hi nahin chahyea aur trading kay lye humaray pas acha knowledge aur experence hona chahyea aur humain hamesha money management aur risk tou reward ko important lena chahyea humain trading mein targets bhi rakhnay chahyea kay hum nay kitna earn karna hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bhai jan ap nay sahi kaha yeh wahid chez hy jis kay bger kamyabi na mumkin si hy hmein chahye kay forex mein ager kamyab hona hy to trede plan bhot ziada zarori hy - ager ap kay pas koi mansoba hee nah hou jis parr amal kar kay ap trede karein tou yaqen mnayein ap hmeshaa sirf aur sirf nuqsaan hee uthayein gy ic liye ager ap ka trede plan nhi hy tou ajj he bnayein aur uc parr amal karna shrou kar dein
    • #3 Collapse

      Forex trading mein planning bahut zarorii hay without planning koe kam bhe naiii hota aor forex trading planning k baghair karna risky hay forex mein is ki waja sy loss bhe go sakta hay... Har week ki planning karniii chahiye aor us k mutabiq trading karniii chahiye planning k baghair market mein enter bhe naiii hona chahiye
      • #4 Collapse

        new trader ko pehlay forex ki study kar k practice kar lainy chain jab tk forex ko achi tarah samjh na aay matlab forex kaisay kam karty hai yeh fraud to nai hai wagaira wagaira phir agar samjh aa jay phir wo real forex ki planning kare new trader profit target ki planing na kare account ko safe rakhe kar trading kare
        • #5 Collapse

          Aslam o alikum bhai dunia k kisi b kaam k ly planing ki buht importance hoty h...forex trading aik complicated business h iss m planning essential h iss k baghair survive krna mushkil hota h...issi ly investment or trading sy pehly planning krni chye
          • #6 Collapse

            Ji mere bhai Forex trading main planning strategies learning bahut important hai Forex trading my knowledge your experience hona chahiye demo account me practice ke sath no experience or knowledge confidence emotional control avoid greed strong knowledge Aata Hai uska use kare market Mein planning kare uske baad trading start kare
            • #7 Collapse

              slaam to all forum members...kisi bhe business ka bara main advance plain boht ahmyat rakhti ha is trha forex main bhe planing boht zarori ha advance main app ko perfect entry point tlash krna hota ha app isi ke acha traha sa planing kr lain to boht profit ho ga is ka ilwa app ko apna money ke bhe planing krna hoti ha ka kitna capital par kitna risk lena ha..
              • #8 Collapse

                yes dear apki baat theek hay ham jub bhi koi bhimkaam start karna chaen to hamain sab say pehlay us ki plaining karni chaye k hamain usay kaisay maintain karna hay same isi tarha he forex ka business hay is main bhi hamianin plaining k sath kaaam karna chaye agar ha is main plaining nai karaingay to hamara bay wakt ka order lose main he jata rahay ga aur ham is main hamaisha k liye lose kar jaingay.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Assalam alaikum bhai forex ak aisa business hai jis main planing bahut important role play krti hai ap jab bhe trade lagain tu phala acha sa planing kran phr trade lagain phala ap demo pai practice kran phr plan bnaye aur phr ap real main trade kran

                  اب آن لائن

                  avatar Soooo
                  Working...
                  X