Sptrategy ka use karny ka kya maqsad hota hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sptrategy ka use karny ka kya maqsad hota hay
    Dear forex traders main ap sy ye pochna chahta hon k strategy q use ki jatiii hay aor kis maqsad k liye use ki jatiii hay agar strategy k baghair trading ki jay to profit hasil nai kiya ja sakta.... Kya strategy k baghair hamesha loss hi hota hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Apni trading ko successful bnany k liye aur markit ki movement ko judge krny k liye stretgy bna jati ha ta k achi earning ki ja sky.koi bhi stretgy bnany see pehly analysis kiye jaty hen aur analysis k be aik trading stretgy bnai jati ja jis m apna TP aur SL set Kia jata ha aur lot size aur pending orders bhi lgaye jaty hen.hr trader ki koshis hoti ha k uski best strategy ho aur achi earning ho.

    اب آن لائن

    Working...
    X