Kya new trader ko investment karne chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    good question new trader ko jina ho sakta hai trade krni chahiay demo account say learn krna chahiay aur apnay knowledge ko improve krna chahaiy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      New trader ko demo account pe practice karni chahiye jab wahan knowledg, experience, and stradegy samjh aa jaye to phir invest karna chahiye. Aur jinko Pakistan forum ka behtareen platform mayassir hai unko to investment karny ki zarorat nai.
      • #18 Collapse

        Yeah but newtrade ago Kabhi B market Mein without scales ke aur without working in demo Kondke Kabhi B investment nahi karni chahiye Kyunki Wo Jab Yahan Par investment Karte Hain To Inko Kam Karne Se Bojhena nuksaan ho sakta hai in ko market key skills ka pata nahi hota ke woh Kaise kam Kare aur kab aur kis jagah se investment ko control mein rakh sakte hai Na Hoti Hai
        • #19 Collapse

          Asslam o alaikom g bilkol me ap ki bat se agree karti hon new anay walay logo ko jin ko trading ka shoq hai un ko chahiye ke ziada nahi to kam se kam month zaror pe kam karay or yaha se sekhay or jab bi real me jain koshish karay ke bouns se hi invest karay or agr loss ho to himat nahi harni mazeed mehnat karni hai ta ke loss na ho
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            New traders ko trad tab tak start nahi karna chhaye hay jab tak wo forex ki basic na samajh lain aur trading ko na sahi se samahh lain aur kisi bhi expert ko follow karna bht zaroori hay

            اب آن لائن

            Working...
            X