Gold
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    my dear jb mein new trader tha to mein gold ko buht like krta tha or ziada tar trades b gold k sath hi krta tha but gold k sath mera experience ziada acha nahi raha q k gold ki movment buht ziada hai chota account buht taizi se wash hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      bhai jaan gold main daily bohat he achi movement hoti hai and is main hamain risk bhe bohat he zayada hota hai and issi liye hamain is main start main trade nai karni chaye just currency main he trade karain.
      • #108 Collapse

        In my thinking that gold market is good and its earning is very high. But I am say that thosexare interest in the hold market and they are work very carefully. So that they are safe the loss.
        • #109 Collapse

          gold pe trading karne ka apna he maza hai mane yaha is thread mein aik post parha aik bhai gold long tern buy kahraha hai lekin i think gold long term sell mein he to buy risky hai our aaj usd news hai form jisme usd ki interst rate hike karne ka chances hen agar rate hike hota hai to gold buying nahi selling mein zyada jaega so beware buying till formc announce
          • #110 Collapse

            dear main umooman godl main trade karta ho. or main gold se loss b bohat hua . lakin jab profit hota hai to wo b kamal ka. is waqat mery khay main gold 1100 li limit ko aik bar zroor touch kar ga
            • #111 Collapse

              my dear friends forex trading market main har cheez ki online trading hoti ha. forex main gold ki metal main sab se ziada trading hoti ha. main bhi aksar gold main trading karta hon but in dino mujhe gold ki samjh nai a rahi ic liye gold main trading nai kar raha.
              • #112 Collapse

                Gold k lai kafi aap ko payement rkhny party ha or ya kafi resky kaam ha agr to aap gold pa bid lagatay hein to phr profit or loss margin kafi zaida hota ha lakin in dinoo is mein pforfit he
                • #113 Collapse

                  Forex tarding aik bahot acha business ha hum ko is main kam karta rahna chahhaia ya hum ko hamara kam karna ka pasia dat aha
                  • #114 Collapse

                    gola mai mera experince 3 saal ka hai and mai es mai kafi kama be chuka hu and loss be mai us waqt se yaha pe trading kar raha hu jab ye 1350 pe tha
                    • #115 Collapse

                      Gold trading k lehaz say aik boht he dangerous commodity hy hum iss main choty account k sath trading kertay hain our jald account wash ker dity hain so app currency oy he trading karo
                      • #116 Collapse

                        godl par trade karna kaafi risky hota hay newbies k lioay gold par trade karna kisi khatre se kam nahi hota hay so mera khioyal hay kgold par trade karne k liauy apko achi trah is k trend ko follow karna chahiay phir trade lagayen.
                        • #117 Collapse

                          Bhai g forex trading mai gold kafi mehngi comodaties hy lakin is ke liya apji pas balance be or sath sath experience be zaida hona chahye ta ke ap is mai kamyab ho sako lakin mai gold per trade nai kerta
                          • #118 Collapse

                            jab hum trade karty hain to humain is main gold ko use kar kay kam karna ho ga jis say humain gold main trade main achi earning hasil ho skay magr humain dmeo ko use karna ho ga
                            "The mind is everything, What you think you become"
                            • #119 Collapse

                              Dear Gold aik pair hy jis mai boht he zyda uar acha kam kar skta hy es liye ap ko acha faida hasil ho stka hy agar ap Gold ko smjh jain tu yes ki movement aam pairs se zyda hoti hy tu ap acha reward gain kar skte ho aur apnii lifek o b set kar skte ho....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                Gold ka spread ziada hota hy, is leye big amount ki zaroorat hoti hy takeh loss ka muqabla kia ja sakay aur gold sey profit banaya ja sakay. New comers ko currencies main hi kam krna chaheye aur ziada spread wali currencies aur commodities ko use nahi karna chaheye, yeh kam experience key bad karna chaheye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X