Trade krny se phly us pattren ki history chk krna.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade krny se phly us pattren ki history chk krna.
    Jb bhi koi candlestick pattern bany tu hamaen chaye k hm us ki history check krean k phly jb ye bana tha tu ktna move kraya tha market ko.kiya market retrace kr k gae thi ya direct impect tha.aur us time market ki condition kiya kiya thi.us se hamaen us pattern ki strengh ka pta chal jata ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han jis stock pe apka trading karny ka erada ho uspe ap work out zaror karen.previous history cheke karen jitna apka analysis strong ho ga etna apko faida ho ga.bager chart history dekhy trade laga dena nuqsan ban sakta hy.sahee waqat pe lagai hoi trade hi profit deti hy.
    • #3 Collapse

      G haan dear jis pair pe trade kia jae us ki pahle ki history ko zaroor chek karna cahye us k ups and down market k hisab se analysis karna cahye ta kah us main smajhne main asani ho aur trade ko soch smjh k kia ja sake
      • #4 Collapse

        G dear member bilkul asa hi ha k jo bhi trade krni ho ap phly us pair ki history ko lazmi chak kerain ap ko proof mil jata ha k is pair ki kesi movement hoti ha or us k trend ka bhi pata chal jata ha .ap ko trade krny main asaani hoti ha .ap ko conferm trad bhi mil sakti ha to har trader ko last history lazmi chak krni chaye.
        • #5 Collapse

          G Ap theak k rhy hain Jb b Ap ne trade open karni hoti a us se Pely candal ke movement ko lazmi observe Karna hota a, main Ap ko jo dekhna chiey k is pair ke last resistance aur support Kia the technical aur fundamental anylsis b check Karna chiey aur sath RSI ko b dekhna chiey sirf candal ke movement pr trade open ni karni chiey
          • #6 Collapse

            app k baat theek hai ap ki jitne study ho ge dost utna he app acha forex say kama sagain gay humean forex main mehnat kerna ho ge us main app ko jo bhe learning kerna ho ge wo ap us ki history main ya demo account bana k lazmi check karo pher he us main app acha earn ker sago gay
            • #7 Collapse

              Ap ki bat theak hay hemen market ko movement ka andaza karna bahut zaroriii hay jab hum market ki dekh kar trade open karty hain to hum loss ay bach jaty hain loss sy bachny ka yehii traiqa hay k market py aciii traha anlysis kiye jaen... Jis pair py ap trading karna chah rahy hain us ki market py analysis kar 4 time frame ki study karen ap samjh k trade open karen
              • #8 Collapse

                G han dear ap ny sai kaha jbb be ap ka kisi bee stock py kaam karney ka dil karey too ap ko us py trading karney sy pehley us ki history ko dekh lene chahye is sy ap ko pta chal jata hy hy k ap ki trading kesi ho gi mean k ap ko faida ho ga ya loss ho ga agr apko analysis karnaa aata hy to ap ko us sy be pta chal sakta hy market ka is liye jitna ziada ap ka analysis karna strong ho ga utna e ap ko is business main success gain ho ga
                • #9 Collapse

                  Han g ap ny sahi kaha hai k jab ap ny kisi b pair par trading karni ho to pehly ap us k pattern ko dekhy k market ki movement kesi hai or market kesa behave kar rahi hai is apko andaza ho jaye ga k next apko kya karna chahiye.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Kami191 پيغام ديکھيے
                    Jb bhi koi candlestick pattern bany tu hamaen chaye k hm us ki history check krean k phly jb ye bana tha tu ktna move kraya tha market ko.kiya market retrace kr k gae thi ya direct impect tha.aur us time market ki condition kiya kiya thi.us se hamaen us pattern ki strengh ka pta chal jata ha
                    Juhi bhai aapne bilkul theek Kaha traders call chahiye kgs BF currency pair Mein trading karna Chahe Talha Uske history ko baat kare aur Market ke Trend corsages
                    FRD 07 TRADING JOURNAL

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X