Nae hakomat ka trading pe asar

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Nae hakomat ka trading pe asar
    Friends jaise k ap jante hain k pakistan main nae hakomat k hawal se bahot si nae policy ban rahi hain jis se pakistan ki economy ko bahot bahter kia ja raha hai is ka hamari trading pe kia asar hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Janab Members Pakistani Hakoomat ki Tabdeelee ki soorat men merey kheyal se Forex Trading par to bil kul Faraq nahen parhne wala keun keh Forex ka Pakistan ki Hakoomat ya Mulki Halaat se kissi bhi kissam ka koee Ta'aluq (relation) nahen.Forex Trading men sirf unn Momalik ke Halaat asar andaz hotey han jinn ki Currencies ke saath Forex men lan den (lena, dena) hota ha.
    • #3 Collapse

      dear friends mery khayal say new hakomat ki jo bhi policy hai in say forex me kio change nai ay ge q k forex me pakistan ki currence ka kio lan dayn nai hai or na he is me pakistan ka kio hisa hai fark to un country ko paray ga jis ka forex me hisa hai na k pakistan ko pakistan ka to dor dor tak forex k sath layn dayn nai hai....
      :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        pakistan ki government forex pe asar andaz nhe hoti.kyun ky forex marke to international hy.dollar ki value zyada tar asar andaz hoti hy.international market mein gold aur oil zyada ahmeat k hamil hen en k rates tmam currency pe effect karty hen jis se market up ya down chali jati hey.

        اب آن لائن

        Working...
        X