over trading ka faida ya nuqsaan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    over trading ka faida ya nuqsaan
    forex trading business mein over trading karne se koi faida nhi over trading se loss hi hota hy over trading bhi emotional log hi kartay han kiok jab aik trade kuch loss mein hoti hy tu emotional ho kar aur trade open kartay han wo bhi loss mein jati hy aik aur trade us tarf hi open kartay han aur is traha account wash karwa laity han is liye over trading nhi karni cahaiye is loss tu hota hi hy account bhi wash ho jata hy trade utni open karain js ko manage kar sakhen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes Members Over Trades darost nahen hoti han iss liay koshish karren kam se kam aor sooch samangh kar trade lagani chahiay warna zeada trades par control mushkil hota ha khas tor par 500 $ se kam Account par to bill kullaek se zeafa trade nah lagaen
    • #3 Collapse

      over trading ka forex mein koi concept nhe ap pora maheena trading karen .agar kabi apko market favour mein nazar aye to investment zaror karen.lekan apky analysis strong hony chahye trade sahee time pe open karna chahye aur close bhi kar dena chahye jitna nafa mily zaror hasil karen
      • #4 Collapse

        Yes Members Over Trades darost nahen hoti han iss liay koshish karren kam se kam aor sooch samangh kar trade lagani chahiay warna zeada trades par control mushkil hota ha khas tor par 500 $ se kam Account par to bill kullaek se zeafa trade nah lagaen....
        :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
        • #5 Collapse

          Mera khiyal ha k over trading se trading account pe ziada burden pr jata ha jis ki wajha se loss ka khatra barh jata ha over trading na krain to ziada bhtr ha .ap ya do pair ase daikay jo daily ki achi move krty hon or acha profit de sakain.wo ziada bhtr ha k ap over trading krain .apnu capital ko safe kiya krain
          • #6 Collapse

            iske mutalliq meri raaye yeh hai ke over-trading jitni zyada hogi utna risk hoga. Har shobey main jahan jahan risk zyada hota hai wahan par business bhi zyada hota hai. Over-trading agar aqalmandi se saare precautions le kar aur jaanch kar ke kiya jaaye tou munaafa saabit hosakta hai. Iske baraks agar over-trading bagair kisi samajh boojh ke sirf munaafey ke liye kiya jaaye naa ke plan kar ke tou nuqsaan dah bhi saabit hosakta hai. Iske liye strategy hona laazmi hai.
            • #7 Collapse

              Brother mera khyal agr ap insta forex pai trade laga raha han aur ap abi expert nea han tu ap ko chaya ka trade lot choti rakhen kiun ka agr ap bri trade kran ga tu lose ka chances bahut zyada hota han us lya ap phala choti choti lot sa kam start kran phr jab ap expert ho jain tu phr yai risk ap la sakta han
              • #8 Collapse

                Mujy to over trading ka nuqsan lagta hai ap ko trading b ek limit me karni chahiye jab b ap koi cheez had sy zeyada ho jaye to us ka nuqsan hi hota hai is lilye trading ko b hamy had sy zeyada nahi karni chahiye. or trading karty rehna chahiye.
                • #9 Collapse

                  deAr friend over trending sy na hm profit hasil kr sakty hen na tjorba bulky nuqsan Othen gy jo k los ki sort m Samny ay ga or account wash hony ka b khtra ho ga
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Arfanali92 پيغام ديکھيے
                    forex trading business mein over trading karne se koi faida nhi over trading se loss hi hota hy over trading bhi emotional log hi kartay han kiok jab aik trade kuch loss mein hoti hy tu emotional ho kar aur trade open kartay han wo bhi loss mein jati hy aik aur trade us tarf hi open kartay han aur is traha account wash karwa laity han is liye over trading nhi karni cahaiye is loss tu hota hi hy account bhi wash ho jata hy trade utni open karain js ko manage kar sakhen
                    over trading card traders ko Hamesha loss he hota hai or not reading karne se fayda or nuksan hota hai isliye traders ko chahiye kya hua trading naamkaran bulke Apne capital ke hisab se trading kare
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      over tredig ka faida usy hota he jo ziyada se ziyada janta he aor jo junior to bilkul nhe kar sakte over tredig me to ye kihta hu k ye banda over treding na kare to acha he q k over treding nuksan bhi deta he
                      • #12 Collapse

                        Re: over trading ka faida ya nuqsaan

                        Over trading ka koi faida nhi nuqsaan hi hy kiok agr hum apne account mein aik se ziada trade open kartay han tu hum ko agr profit ho ga us k hisaab se ho ga aur loss bhi us hisaab se hota hy is trade bhi utni open karni cahaiye jn ko hum manage kar sakhain agr ziada trade open karain gay tu account bhi jaldi wash hota hy
                        • #13 Collapse

                          Re: over trading ka faida ya nuqsaan

                          forex mai over trading karny sy loss ky siwa kuch hasial nahi ho ga forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain
                          • #14 Collapse

                            Re: over trading ka faida ya nuqsaan

                            Over trading ka koi faida nhi nuqsan hota hy over trading se hum apna account hi wash kar laity han over trading kabhi bhi nhi karni cahaiye hum ko trade utni open karni cahaiye js ko hum manage kar sakhen kiok ziada trade ko manage nhi kar saktay is se loss ho jata hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: over trading ka faida ya nuqsaan

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Arfanali92 پيغام ديکھيے
                              forex trading business mein over trading karne se koi faida nhi over trading se loss hi hota hy over trading bhi emotional log hi kartay han kiok jab aik trade kuch loss mein hoti hy tu emotional ho kar aur trade open kartay han wo bhi loss mein jati hy aik aur trade us tarf hi open kartay han aur is traha account wash karwa laity han is liye over trading nhi karni cahaiye is loss tu hota hi hy account bhi wash ho jata hy trade utni open karain js ko manage kar sakhen
                              Assalamu alaikum bhai Forex trading 1 Mushkil business hai isme aap Intezar nahi laga Sakte market ke movement ekdum se upar Ho Jati aur ekdum se Neeche to Hamein Bina soche samjhe chatting nahi karni chahiye isliye overtrading Se Nafrat ki jagah nuksan bhi ho sakta hai Shukriya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X