Account ko wash out honay say kaise bachaya jaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Account ko wash out honay say kaise bachaya jaye
    Account ka wash hojana kafe painful hota hai kesi be trader k leye so apnay account ko wash out say bachane k leye har trader ko pehlay say he planning karni chaheye es k leye jitna ho sake tight stop loss rakna chaheye trade par k kuch loss hojae par ziyada loss say bacha jaee eske ilawa trade ziyada volatile wale pair mai nahe laganay chaheye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Janab Members Forex Trading ka aek ahm trick men samanghta hon yeh ha keh Zeada loss se bacha jaey aor uss keliay Account, Margine ya Capital ke mutabiq agar minimum ha to Minimum Lot size Leverage, Kam se kam Points par Stop Loss & Take Profit ko lagana chahiay Zehn men yeh cheez rakhen keh sab bara Trading Trick Money Management se Loss ko kam se kam rakhna ha
    • #3 Collapse

      forex trading business new trader ka hi ziada account wash hota hy aur account wash ki sab se bari waja hy stop loss ko use na karna agr koi trader stop loss ko use nhi karta tu market ki movement against hoti hy tu account wash ho jata hy account ko hum planning se trade open kar k money management ka kahyal rakh kar stop loss aur take profit ka use kar k trading kartay han tu account ko wash hone se bacha saktay han
      • #4 Collapse

        acount wash hony se bachny k lye zarori hy forex trading ki mukamal information and knowledge .jab apko tradinh karna ati ho gi to hi ap apny acount k behtar tareqy se manage kar saken gy.aur jab ap account size k mutabic lot size rakhen gy to hi acount ko wash hony se bacha saken gy.
        • #5 Collapse

          Dear baat ya hay k instaforex aak bukal he different tarha k bussniss hay iss bussniss o samjna k laya iss per aboor karna hasil karna k kaya bhot time aur hosaley ki zarrorat hoti hay new trader aksar apna account wash karwa daytay hain iss ki waja ya hoti hay k new trader markit ka analysis nahi kar saktay hain aur galt trade open kar datay hain jis ki waja sa lose hota hay aur sab sa bari baat ya hay k stop lose nahi lagatay hain jis ki waja sa account wash ho jata hay
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            ham agar over trading nahi karen gey to kabi be hamara account wash tak nahi jaye ga ye hamari mistake hi hoti hay key hamara account wash ho jata hay, account ko wash hony se bachany key ley hamy koch trades close kar deny chaye ta key lot size me kesi had tak kami ajaye aur per wait karna chaye jab market trend change ho jaye.

            اب آن لائن

            Working...
            X