reason traders ku profit wali running trade ko hold nehi kar patay apny targit tak
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    reason traders ku profit wali running trade ko hold nehi kar patay apny targit tak
    dear kuch traders aisay hotay hain jin ko thora sa profit milta ha to wo apni trade ko close kar letay hain or apni trade ko hold nehi kar patay hain apnay targit tak aisay traders ka profit har trades par kam hota ha or loss singal trades par bohat zada jota ha or wo is waja se always 70% wining ratio kay bawajood loss me rehtay hain
    confidence ki kami hoti ha
    dear aisay traders me confidence ki kami hoti ha un ko thora sa profit milta ha to wo emotions ho jatay hain hain kay yeh mila howa profit b kehi loss me change na ho jaey or wo market se out hona hi behtar samjtay hain
    analysis par confidence nehi hota
    dear aisay traders kay pass knowledge nehi hota ha or na hi un ka analysis strong hota ha kay wo long profit gain kar sakay aisay traders apnay kam exprience ki waja se analysis b bohat weak kartay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aap ki baat bukal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoin main 2 reasion hain jin ki waja sa jab trader trade open kartay hain tu un ka markit ka analysis strong nahi hota hay aur un main confidence ki be kami hoti hay jab kohi trade open hoti hay tu take porfit aur stop lose set keya jata hay lakan jab trade profit main jati hay tu confidence ki kami ki waja sa us trade ko close kar datay hain aur jo analysis k matabic tp set ki jati hay us ko be hit honay sa phalay trade close kar datay hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      agar market condition achi ho aur market trend esi direction me ho jes se hamara take profit hit hony key chances ho to mery khayal me esy trades ka hold rehna hi behtar hay, esy traders ko kabi be close nahi karna chaye jo hamy aur be zeyda profit de sakti ho.

      اب آن لائن

      Working...
      X