trading mein sabar ki ehmyeet

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    forex trading main saber ki boht ahmiyta hai or ar trador ko yah bat mind main arkhni chahye k saber ka phal mitha hota hai es liye aghr trading main akmyb hona hai tu saer se kam lena hoga es liye trading aik pahly he risky business hai jo k apki jald bazi ki wjah se apko or risk ho jat hai or apko loss ho jata hai es liye hmaisha saber k sath trading karen achy profit k liye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Arfanali92 پيغام ديکھيے
      forex trading business mein sabar ki buht ziada ehmyeet hy forex trading business mein sabar se kaam karna cahaiye jald bazi kabhi nhi karni cahaiye agr trading mein jald bazi kartay han tu loss hi nhi account wash ho jata hy trade ko open karne aur close karne mein sabar se kaam karna cahaiye forex trading business sabar kar k achy aur kaamyaab trader ban saktay han
      Forex trading Mai successful trading karne ke liye sabse kam Lena bahut jyada Jaroori hai agar traders trading karte huye Sabar nahi karte hain tumko bahut jyada loss ho sakta hai
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #18 Collapse

        g bhai forex trading main sabar ki bohat ziyaada ehmiyat hay jab bhi koi trade open kerta hay to uss ko shuru main to loss hi hota hay to jo log sabar ni kertay wo dar k close ker daitay hain lekin ziyaada d=sabr b nhi kerna chahiye q k nuksaan b ho jaata hay
        • #19 Collapse

          Forex trading business mein sabar ki buht ziada ehmyeet hy forex trading business mein agr hum sabar se kaam kartay han aur jald bazi nhi kartay tu hum kaamyaab trader ban saktay han jab bhi koi trade open karain ya close karain tu sabar se kaam karna cahaiye jald bazi se koi na koi mistake ho hi jati hy is liye jald bazi nhi karni cahaiye sabar se kaam karna cahaiye tab hi profit earn kar saktay han
          • #20 Collapse

            bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum sabar sa kaam lana start karda q ka sabar sa hum ko bohat achi earning hoge q ka market ke movement ka leya hum ko sabar sa kaam lana hoga to per kuch kaam ban sakta ha warna kuch nhi hoga...........
            • #21 Collapse

              Sabar ki buht ziada ehmyeet hy forex trading business mein kiok agr hum trading mein sabar nhi karain gay tu jald bazi mein trade open karain gay tu koi mistake ho gi js se buht ziada loss ho sakta hy trade sabar se market ko dekh kar analysis kar k karain gay tu hi profit ho ga
              • #22 Collapse

                Friends sbr ek esa hathyar he jis se ap hr kam m kaamyab hoskte hu apko trading m b sbr ya patience ki zaroorat he ap forex trading jitna sbr krogy utni apko profit hogy ha kbhe kbhe loss b hota he ap jitna patience rakhogy apko utna profit hoga kehte he sabar ka phal metha hota he isly have patience and lets see what happend
                • #23 Collapse

                  Dear ap ki bat teek ha hamay pak forex ma trading kartay hoay sabar itmenan say kam karna jahiya tab hi fida ho ga or ik kahawa ha kay sabar karo ku kay sabar ka phall meda hota ha to sabar ki buhat hamiyat ha pak forex ma
                  • #24 Collapse

                    G friends bilkul thek kah rahay hain ap, forex main sabar ki bahut ahmeyat hay....sabar ap ko us wakt karna chaheya jab ap market ki movement ki samjh na aay,, aur us wakt bhi sabar karna chaheay jab ap ki trade loss main chal rahi hay..ap ko trade k profit main anay tak sabar karna chaheay.
                    • #25 Collapse

                      Dear bilkul thk kah rahy ha k forex ak sbr ki aheeyat ha ya ak sabr karny wali chez ha humy chya k hum hamesha sbr say kam lay allah ko b sbr karny wali boht basand ha
                      • #26 Collapse

                        Bikul sahi kaha agr ham saber nahi krty to hame loss hota he es business me saber kana chahiye or lalach nahi knarna chahiye agr ham saber nahi or lalach kry gy to hame profit nahi loss he ho ga
                        • #27 Collapse

                          Blkul thek kha ap ne hme agr koi be bussiness start karte hn to sabar ap ke liya bhut must hai kyu k ye wo cheez hoti hai jo ap ke emotional ko cantrol krti hai na ke agr bussiness me loss be ho raha to ap ko sabat aur relax ho kr sonhchna phrta hai hme demo account pe learn krna chaiya forex trade me anylsis ki kya value hai agr hm in sb cheezo pe dhiyaan dhenga to he hm success honga
                          • #28 Collapse

                            Sabr bahot bara hathyar he, sabr k zariy bahot bari bari mushkilaat se nikla ja sakta he ye forex to kuchh bhi nai he sabr k aagy, bus ap forex ko serious len aor agar loss ka samna ho to dalairi se aor sabr se is mushkil waqt ka moqabla kren, q k Allah bhi sabr krny ealon ka sath dety hen.
                            • #29 Collapse

                              G bilkul ...forex main sabr ki bht zyada ehmiyat hy...jesy kehty hain k sabr ka phal metha hota hy..weaay e market aik khas pattern main move kr rhy hoti hy wo some time ap ko loss ki trf ly jati ho or fr achank tur leti hy or apko profit dy deti hy ager ap ny us time per wait or sbr sy kam liya ho ga tou...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: Arfanali92 پيغام ديکھيے
                                forex trading business mein sabar ki buht ziada ehmyeet hy forex trading business mein sabar se kaam karna cahaiye jald bazi kabhi nhi karni cahaiye agr trading mein jald bazi kartay han tu loss hi nhi account wash ho jata hy trade ko open karne aur close karne mein sabar se kaam karna cahaiye forex trading business sabar kar k achy aur kaamyaab trader ban saktay han
                                Salam alaikum bhai jaan Sabar cable Hum Kisi bhi kaam mein kamyabi Hasil nahi kar sakte Kyunki agar aap Acche Lagate Hain To aapko Sabar se kaam Lena padta hai Kyunki market Kisi bhi Taraf kar sakti hai agar aap trade open karte hain by Main Aur thodi der market down hoti hai aur aap trade close kar dete hain aur aap sab ka Samna nahi karte to Aap Ko Kafan ka Samna karna padta hai Sabar ke sath kam kare

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X