Loss ko kesay control kiya ja sakta hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko kesay control kiya ja sakta hay
    Trading main main cheez stop loss ka lagan hay jo trades SL use nai karte un kay account wash ki ratio boht ziyada hy is kay elawa traders ko support aur resistance kay hisab say TP aur SL lagana chahiye aur lot size pe bhi khas tawaja deni chahiye plz share comments..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Loss ko control karna bahut aasaan hai aap jab trade lagatay hain tou uss waqt apni trade kay analysis karain aur aik hi trade lagain aur lot size bara na rakhain balkay apnay account balance kay hisab se set karain tou aap kay loss kay chances kam hoon gay
    • #3 Collapse

      trading loss ko hum achi learning knewledge aur experience aur achi planning se trading kar k control kar saktay han kiok jab trade open ki jati hy market ka analysis kiya jata hy aur is analysis mein take profit aur stop loss ko bhi set kiya jata hy aur stop loss ko use kar k aur kam lot size use kar k aur account ki money management kar planning se trading kar k loss ko control kar saktay han
      • #4 Collapse

        Lose ko control kerna k liya tu ya best hai k trade close ker do ya phir trade baraber ker do profit k liya bus aik he trade lagao loss hona say bachna hai tu profit kam lo is trha loss hona k chance kam ho jay gay
        • #5 Collapse

          Bhai lose ko control krna ho to ap ky liy zroori hy kyh ap emotional ho k trading na kryn blky dmagh or aakhyn khol k trading kryn or koshish kryn kyh trading ky time py ap fresh hon kun k fresh na bhi hon to bhi msla bn skta hy
          • #6 Collapse

            g hai bhai is mein apko loss bhi hoaskta hai is mein emition k sath nahi bilke is mein dimag k sath trading karni chahe apko trading k time fresh ho ap warna apjko is mein loss ho sakte hain
             
            • #7 Collapse

              G bilkul bhai jan apne bilkul sahi kaha hy or me bilkul agree krta hun apki bat se kun k agr hum ziada loss se bachna hy to phr hamen apni her trade me stop loss to take profit ko use krna chaey kun k is se aik to hamara account safe rehta hy or dosra hamen ziada loss nhe hota
              • #8 Collapse

                Brother forex pai agr ap lose sa bachna chahta han tu ap ka pas knowledge aur experience ka hona bahut zrori hai aur ap ko practice krni ho gi ak aur bat ka agr ap kise chez pai trade lagata han tu ap ko us ka complete knowledge ho ap us ka bara main her news sa waqif hon agr ap lose sa bachna chahta han tu knowledge aur experience ko bahter bnaye
                • #9 Collapse

                  trading stop loss take profit ki game nai hai agar yeh na b lagay to phir qismat ka faisla hai aap ka account wash ho jay ya phir aap ka account main balance zaida ho jay faisla qismat kare gi lekin forex main professional trader bannay k liay bilkul math or english lazmi hony chain
                  • #10 Collapse

                    Forex trading me pehly to ye dekhen k loss he kis noyyiat ka, agar running trades ka loss he to udy markete k lihaaz se trade close kr k ya running me hi rakh kr kuchh na kuchh bandobast krna pary ga , jb loss agar nai hua to trade lagany k sath hi stop loss option zarur use krty huy stop loss laga len, aor ye ideal gap pe lagaen, mtlb k running tradez k sath monasib pips pr.
                    • #11 Collapse

                      Dear aap ki baat bukal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k bussniss main lose hona aak roteen ki baat hay aap jahan per profut earn kartay hain wahan per lose be hota hay instaforex main trading k doran lose ki percentage bhot zayada hoti hay forex trading main lose ko control kar na k laya sab sa important hay k aap jab be trade open karan markit ka analysis kar k puri knowledge aur information sa trade open karan aur aapna account k matabic money managment kartay howay lot size laga hain aur stop lose ko lazmi adject karan stop lose,lagana sa aap ka account wash hona sa bach jata hay
                      • #12 Collapse

                        humain is mein zada lalch nahi karni chahe loss se bachne k lye is mein humain knowledge hona chahe aur sab se zada zroort is mein sabar karna hai aur agar is mein practice nahi hai humain is mein loss zada ho sakta hai
                         
                        • #13 Collapse

                          Assalam O Alaikum Dear friends hum apnay loss ko es tara control kar sakty hain k hum stop loss use Karin aur Kabi be trading bhair stop loss k na karin kau k ager hum stop loss use Kar k trading Karin gay to hum ko loss be Kum hooo ga to es leayh sub trader ko chayh k wo stop-loss use Karin forex may...
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: mtkpak پيغام ديکھيے
                            Trading main main cheez stop loss ka lagan hay jo trades SL use nai karte un kay account wash ki ratio boht ziyada hy is kay elawa traders ko support aur resistance kay hisab say TP aur SL lagana chahiye aur lot size pe bhi khas tawaja deni chahiye plz share comments..
                            Assalamualaikum ji Mere Bhai Mere real name agar aap lost control karna chahte hain aap ko chahiye kya aap 4x news ko achi Tarah Hai read Kare Aur phir track Kare Uske Allahabad train Na Kare
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              salam members loss hona bussiness me normal hy especial forex trading me agr focus sy kam nhi kia jaye to loss sy nhi bacha ja sakta loss ko control krny ky liye full analysis ky bad trade lgani chaheye ar lot size km sy km rakhein is sy na zada loss ho ga magr profit bhi itna zada nhi ho ga so lalach na kry ar loss sy bachy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X