Indicators with fake promises lead to doom

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    yes dear mein bhe indicators per belive nahe kertee aek baar jub mein ne kuch indicators download kiye they lakin mmein confuse rehna shuru hogae the kae bar esa hota hai indicator humien kuch aur signakl deta hai aur hamra mind humien kuch aur kehta hai hum kuch aur kerna chahte hain es tarah hum confuse hojate hain esliye mein sirf yeahee kahioongee ke apne trading chart ko in cheezon se paak rakhen aur sirf apney dimagh ke signals catch karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Assalam O Alaikum, New members ko jo bhi indicators use kernay hain to pehlay unn indicators ko apnay demo account main use ker ke dekhen keh unn se trading main kia help milti hai agar unn ki trades uss indicator ke signals se theek hain to uss ko real account main use keren.
      • #48 Collapse

        Daikhain apko properly learn karna paray ga k apko in indaicatores ko kaisy learn karna hai Phr jb apko pata chal jaye ga k unko kaisay use karna hai kaisy naehi toa Phr kaam theek ho jaye ga
        • #49 Collapse

          mery khyal sa to sari trading indicators par hi depend karti ha aur jab learning hi nhi ho gi to earning kha sda ho gi so first you learn about indicators and thn work start
          • #50 Collapse

            Bhai jan forex trading kay software kay indicator per 100% hum depend nahi kar saktay long term per yeh fake hotay hain es liay analysis say earning possible hay.
            • #51 Collapse

              indicators with fake promises lead to doom,,,,,,,,forex main trading k lie hmen good indicator use krna chahye q k is se hmen goo profit earn kr sakty hn forex boht acha business hy earning ka best way hn.
              • #52 Collapse

                Bro muje is business me abi new hunisnliye muje abubis ke barey me itna patabha ha me tu abi is me post hibkr raha hu .
                • #53 Collapse

                  han dear indicator best kaam hai hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyab ho skty or forex best kaam or indicator best hai hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyab ho skty hain or firex acha kaam hai
                  • #54 Collapse

                    bhai ye jo ap ne kaha hai k inidcators k lye sub se zrori ap ki knowledge chye to ap thheeekk keh rahy hai forex main agaer ap indictors ki jaga apni information ko use kary to ap zror kamyab ho sakty hai mery bhai
                    • #55 Collapse

                      if you do that then you are gambling, gamble you want to sell or buy without analyzing it extremely dangerous for your own money
                      • #56 Collapse

                        Assalam-O-Alaikum han jii bhai jan ap bilkul thek kah rahey hen key mostly jo indicators hotey hen aur jo tips hotey hen market key hwaley say wo fake hoti hen aur un ko use kar key hamesha loss he hota hey.
                        • #57 Collapse

                          indicators ko use kar kay practice kar kay kam karna ho ga magr humain demo ko use karna ho ga hard work kar kay kam karna ho ga jis say humain trade main achi earning hasil ho saky
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • #58 Collapse

                            buhut say traders ku daikha gya hai ju just indicators pay trades open kerty hain ic liye aisy traders ku advice hai k thori mehnat ker k market ku fully analyze kerny k koshish kerain ta k loss na hu.
                            • #59 Collapse

                              dear mai ne abi tak koi indicator use nhn kiya aur na he muje indicator use karna acha lagta hy ye boht he simple aur acha business hy jis mai kam kar k ap no doubt boht acha earn kar skte ho soo ap ko aage chal kar mazeed acha kam karna ho ga...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Indicators sey faida bhi hota hy aur loss bhi ho jata hy. Hamain indicators ko use krney key sath sath khud bhi market ko observe krna chaheye keh either indicators saheeh hy ya fake hain. Yeh 100% perfect nahi hotey aur aap ko khud bhi market ko judge krna chaheye aur lots lagani chaheyen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X