Forex trading sirf dekhny main hi profitable lagti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading sirf dekhny main hi profitable lagti hai
    Jab ham other traders ko forex market main trade kerty daikhty hian tou sochty hian ky yeah bari profitable trading hai lekin jab kuch investment per khud trade start kerty hain tou pata chalta hai ky yahan profit nehi loss bhi bahot zyada hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading dekhny main profitable isliay lagti hai ky hamain forex trading ka experience nehi hota aur jab ham kisi aur jo trading kerty dekhty hain tou lagta hai ham bhi profit hasil ker lain ky lekin investment ker ly loss kerna shuru ker dety hain agar experience ho tou forex dekhny main bhi aur kerny main bhi profitable hai
    • #3 Collapse

      jee han brother aap nay sahi kaha hay kay forex trading mainjab imsan nai aya hota to wo boht hi atrectatble lagti hay magar jab isnasan is main aay kay trader ban jata hay to us ko pata chalta hay kay ye to normal business say boht critical business hay is main ghlati ki koi gunjaesh nai hay..
      THKS
      • #4 Collapse

        Forex trading sirf dekhnay mein hi profitable nahin lagti balkay yeh hai bhi profitable kyun kay hum nay aaj tak iss mein khuch invest nahin kya lakin profit withdraw karwaya hai aur bonus ka jo loss hota hai woh humari apni wajah se hi hota hai
        • #5 Collapse

          bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko forex ma hard work karna hoga laken ager hum hard work nhi karta ha or achi profit lana ke soch ta ha to per hum ko lot of loss ho sakta ha es leya hum ko chaheya ka hum forex ma hard work karna start karda warna hum ko loss ho sakta ha.............
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: fawadkazmi پيغام ديکھيے
            Jab ham other traders ko forex market main trade kerty daikhty hian tou sochty hian ky yeah bari profitable trading hai lekin jab kuch investment per khud trade start kerty hain tou pata chalta hai ky yahan profit nehi loss bhi bahot zyada hota hai
            Assalamualaikum Ji Bhai aapne bilkul hi Jabardasth Baat Ko share Kiya Hai Forex trading Ek bahut hi pretty girl business hai aise log samajhte Hain Ki Yeh profitable business hai lekin Itna Jyada loss ads itni jaldi loss hota hai aur kisi Business mein nahi hota isliye usko take Hassan business samajhna bahut badi galti bah
            • #7 Collapse

              bhai yah tab situaion hoti hai jub hum achi trah se market ko analyse nahi karty hain es liye zarori hai k ayse situaion se niklny k liye trading se pahly achi trah se analsye karen ta k apko es main acha profit mily na k ap khud he confuse ho jaen k hmain los ho ga k profit es liye apni learning ko incese karen os k bad achi trah se naalsye ko use karen os k bad trading karen ta k aysi sort e hal main an parh skaen
              • #8 Collapse

                Dear jb hm kisi sy forex k bary me pochty hen to lgta hy k ye bht earning wala kam hy lekn Dr haqeqt ye bht difficult kam hy or is me bht mehnat chahey
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum lot of hard work karna start karda to per hum ko lot of profit ho sakta ha warna hum ko loss ka elawa kuch be nhi ho sakta ha es leya hum ko forex sa earning ka leya hard work karna hoge...........

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X