App apna bonus ka kitna hisa loss kr chuka hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    App apna bonus ka kitna hisa loss kr chuka hain
    Dosto zyida tak senior members ka account main 1000 $ sa la kr 5000$ tak capital show hota ha lakin in main sa zyida tar tadad apna capital loss kr chuki ha wo bhe hmri trha sa har bar bonus akhta krta hain ur loss krta rhta hian app apna capital share kijyia app ke jo amount show ho rahi ha is main sa kitni baqi ha ur kitni app loss kr chuka ho.. mera -325 $ ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Mujhy forex business start kiye huye 4 month huye hen aur Mera total 444$ mil chuka ha.jo k me sary ka Sara wash kra chuka Hun aur itny balance se hust 30$ withdraw Lia ha.ismein ghlti Meri apni ha keun k m hmesha bri lot ka istemal krta Hun aur Meri trade loss m jati ha abhi m ne faisla Kia ha k kbhi bhi bri lot k sath trading nhi krunga.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: andleeb447 پيغام ديکھيے
      Dosto zyida tak senior members ka account main 1000 $ sa la kr 5000$ tak capital show hota ha lakin in main sa zyida tar tadad apna capital loss kr chuki ha wo bhe hmri trha sa har bar bonus akhta krta hain ur loss krta rhta hian app apna capital share kijyia app ke jo amount show ho rahi ha is main sa kitni baqi ha ur kitni app loss kr chuka ho.. mera -325 $ ha
      Assalamualaikum G bhai Mujhe Forex ko start Kiya Re ribbon date se 2 month ho gaya hai aur Main last month $24 bonus mila tha Jise main trading Mein $80 bana liye the Lekin ek hydrate mein pura bonus aur profit be lost Ho Gaya
      • #4 Collapse

        yar main nay to abi is forum ko join kiya ha or mujay is forum ki taraf sat abhi tal koyi bonus nahi mila ha.jab mujay yaha say bonus mil jay ga to main ap sab kay sat zaror share karo ga
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Dear main to abi new hon lakin app ka baat drust ha idr profile main to logon ka 5000$ sa bhe zyida balance show ho raha ha lakin ya app ka post sa idea howa ka zyida tar ya loss kr chuka hian is forum main kyun ka ya account total amount dekhata ha jo ke app ka account wash hona ka baad be total he dekhye ga na ka ectuall amount is lyia ya zyida lagti ha..

          اب آن لائن

          Working...
          X