Never consider forex as a job.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Never consider forex as a job.
    Dear friends hm me kuch log aisy bhi hen Jo kehty hen k ham to zindgi m aur koi kam he no kren get blky sari life forex business he kren get to Meri un friends se request ha k plz aisa na sochen keun k ye to Hawaii business ha apko Kia ptakb loss ho aur kb profit ho.ye to kisi ko bhi confirm nhi ha to Mera unko mashvra ha k plz ap forex ko as a part time job kren ta k apko loss bhi ho to uska affect apki daily life pe na pry.ap logon ka Kia khyal ha??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: samikhan2379 پيغام ديکھيے
    Dear friends hm me kuch log aisy bhi hen Jo kehty hen k ham to zindgi m aur koi kam he no kren get blky sari life forex business he kren get to Meri un friends se request ha k plz aisa na sochen keun k ye to Hawaii business ha apko Kia ptakb loss ho aur kb profit ho.ye to kisi ko bhi confirm nhi ha to Mera unko mashvra ha k plz ap forex ko as a part time job kren ta k apko loss bhi ho to uska affect apki daily life pe na pry.ap logon ka Kia khyal ha??
    Assalamualaikum G bhai aapne bilkul theek Kaha Mera bhi Yahi Khayal Hai Ke Forex trading co hey sirf Apna life business nahi Bhula Dena chahiye balke 1 part time job Samajh Kar Rakh Lena chahiye Kyunki kabhi kabhi aapko market ki movement baare mein maloomat galat ho jati hai Jiski wajah se aap apna account wash karwa Baithe Hain
    • #3 Collapse

      Janab Members meree raey ya Thoughts ki mutabiq yeh ho sakta ha keh Forex Trading kissi keliay Job ya kissi aor Bussiness ka Mutabadill sabit ho Lakin iss par 100 % innhesar kar leena bhi thek nahen ha nah hee yeh aesa Yaqeeni business ha lehaza Jahan tak Mumkin ho Ammli Zindagee men Ammli business ya Job honi chahiay aor forex trading ko Hobby ya shoq tak rakhen tahum Majboori ho aor koee dosra rasta hee nah rahey to alag baat ha Koshish karren Forex Majbori nah banne Hobby ya Part Time Job yah bahut Best ha
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Yes of course forex trading ko job consider nahi karna chiay hamain is ko business he count karna chiay..
        Aap ko pata hona chiay kay forex trading main jab hamain acha profit hasil ho sakta hai to aap kay lain kay hamain loss bhi ho sakta hai.
        Job main aik static salary hoti hai. Laikin aap ko pata hona chiay kay forex trading main main perfect static loss ya profit nahi hota kiun kay ye aik business hai..

        اب آن لائن

        Working...
        X